• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Naraz Na Ho Humse Hum Na Reh Payenge; Itna Bada Sadma Na Seh Payenge; Deti Hai Ghum Zindagi Pal Pal Hame; Tune Diya To Hum Jeene Se Pehle Marjayenge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is dil ka ik arman hai ik chand me hmari jaan hai. Jise dur se dekhna to mumkin hai Par milna kahan aasan hai. Kyon ki hum to ik zameen hain Arr Vo ik aasman hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai, Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai, Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me Par, Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai.. By - Silent love
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apno ki inayat kabhi khatm nahi hoti, rishto ki mehak durio se kum nahi hoti, jeevan me agar sath ho sache risto ka, to zindgi jannat se kum nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Insan Ko Dukh Dena Itna Aasan Hai, Jitna Samundar Me Patthar Fekna, Magar Ye Koi Nhi Janta Ki, Wo Patthar Kitni Gahrayi Me Gaya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Na Ajnabi Hai Na Paraaye Hai, Aapke Har Roop Ke Saye Hai, Jab Bhi Jee Chaahe Mehsus Kar Lijiye, Hum To Aapki Har Muskurahat Me Samaaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • किसी से मोहब्बत हो अगर बेपनाह तो ये मत सोचना की वो भी तुमको चाहता है, बल्कि इतनी सिद्दत से उसे चाहो की वो किसी और की ख्वाहिश न कर सके
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Ke Raaz Mein Ek Raaz Tum Bhi Ho, Meri Bandgi Ki Pyaas Mein Ek Pyaas Tum Bhi Ho, Tum Kya Ho Ye To Main Nahi Janta Magar, Meri Zindagi Ke Kaash Mein Ek Kaash Tum Bhi Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जब तनहाई में आपकी याद आती है, होठों पे एक ही फरियाद आती है, खुदा आपको हर खुशी दे, क्यों कि आज भी हमारी हर खुशी, आपकी खुशी के बाद आती है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ret pe naam kabhi likhte nahin, ret pe likhe naam kabhi tikte nahin. aap kehte ho tum patthar dil ho, par patthar pe likhe naam kabhi mitte nahin ....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari Rooh Main Na Samaye Hote To Bhool Jate Tumhe, Itna Kareeb Na Aaye Hote To Bhool Jate Tumhe, Ye Kehte Hue Ki Mera Talluk Nahin Tumse Koi, Ankhon Main Ansoon Na Aaye Hote To Bhul Jate Tumhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Sitara Barang-e-Sehar Nikalta Howa Hain Kahii Teri Yadoo Ka Chand Nikalta Howa Ye Kaun Guzra Hai Dil Ke Udas Jungle Se Rosh Rosh Pe Gulaboo Ka Sir Kuchalta Howaaa
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Majburi Ko Hum aankhon Mein Chhupa Lete Hain Hum Kaha Rote Hai Halaat Rula Dete Hai.. Hum To Har Pal Yaad Karte Hain aapko Par aap Yaad Na Karne Ka Ilzam Laga Dete Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe Apne Jism Ki Khusbu Se Madhosh Kar Do, Mujhe Apni Najuk Si Baaho Me Mehsoor Kar Do, Laga Ke Seene Se Mujhe Saare Gum Dur Kar Do, Main Tumse Juda Na Ho Paau Itna Majbur Kar Do!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Likhne se pehle salaam karte hain, dard-e-dil se paigam karte hain, ye mat samajhna ke bhool gaye hain hum, yaad tho apko subah shaam karte hain.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari Aankh Me Apna Kabhi Didar Kar Lena, Chhipe He Dard Sine Me Unhe Swikar Kar Lena, Tarsate He Ham Kitna, Teri Chahat Ko Janeman Samajh Pao Kabhi Hamko, To Bas is "SHARMA" ko 1 Miss Call Kar Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Honth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka, Shayad Nazar Se Woh Baat Ho Jaye. Is Umeed Mein Karte Hain Intezaar Raat Ka, Ke Shayad Sapne Mein Mulaqat Ho Jaye. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Tere Siwa Kisi Ki Zaroorat Bhi Nahi Tere Siwa Meri Nazar Ko Thi Talash Jiski Kisi Ke Paas Vo Surat Nahi Tere Siwa Aapse Rishta Bhi Mera Koi Hota Shayad Uska Naam Dosti Hota Chipk Kar Rehta Seene Se Humesha Kash Main Aapki Mala Ka Koi Moti Hota Teri Aakhon Me Aas Ho To Meri Ho Tere Hothon Pe Pyass Ho To Meri Ho Jab Tu Bole To Lab Tere Hile Magar Unme Awaz Meri Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Faith makes all things possible, love makes all things easy, hopes makes all things work, but ur gorgeous smile brings all faith, luv & hope in me!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS