• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mere Jism Me Rooh Nikal Di Usne; Mujhe Udas Rehne Ki Adat Dal Di Usne Maine Jab B Use Apna Banana Chaha; Bato Bato Me Bat Taal Di Usne Kisi Ne Us Se Pucha K Chahat Kya Hai; Pehle To Bahut Royi Phir Meri Misal Di Usne!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ham aapko jaan nhi dege. kyuki ham jante hai jis din. dur huye aapse ap toot jaogi. or darta hu aapse ki ham hamse ruth jaogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum yaad bahut aaye har shaam ke baad, Kabhi aagaz se pehle to kabhi anjam ke baad, Is dubte suraj ki kasam, Is DiL pe koi naam na likha tumhara Naam ke baad...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • नज़र ठहरी है इक चेहरे पे जा कर मैं खुश हूँ आज इस महफ़िल में आ कर जमाना ढूँढता है मुझ को.... मुझ में मैं तुझ में खो गया हूँ.. तुझ को पा कर
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Majburi Me Jab Koi Aapse Juda Hota Hai, Jaruri Nahi Ki Wo Bewafa Hota Hai. Dekar Aapki Pyari Si Aankho Me Aansu, Chupke Se Wo Kahi Aapse Bhi Zyada Rota Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Hai Dur Magar Mere dil ke pass, Sanso mai hai magar sans bankar, Dil Mai Hai MAgar Dhardkan Ban kAr, Haar Wakt same Hai mAgar TasveeR Ban kar....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wada kiya hai to nibhayege, Suraj ki kiran bankar teri chhat par aayege. Hum hai to judai ka gam kaisa, Teri har subah ko phulon se sajayege…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • aapko Humse Ye Shikayat Hai Ki, Hum Har Kisiki Dekh Kar Muskurate Hain, Par Na Samaj Hain aap Kya Jaane, Hume To Har Chehre Mein aap Nazar aate hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din, Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din, Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se, Phulon ki tarah mujhpe bikhar jao kisi din.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Aankho KiGehrai Me Doob Kar Hum Zamana Bhula Dete Hain, Wo Ek Nazar Se Kitne ArmaanJaga Dete Hain, Ishq To Unhe Bhi Hai Humse YeJante Hai Hum, Phir Bhi Na Kehkar Kyu Wo Is DilKo Saza Dete Hain..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jidhar dekho ishq ke bimaar baithe hain. Hazaron margaye, laakhon tayar baithe hain. Barbaad hote hain ladkiyan ke peechhe aur kehte hain hum berojgaar baithe hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dosti se aaj pyaar samaj aaya hai, Teri dosti ne hame jina sikhaya hai, Kya mange khuda se hum, Vo to khud aaj mere dwar par. Teri dosti mangne aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main Ne Chaha Tere Janam Din Par Aisa Tohfa Teri Nazar Karoon Jise Tu Mudaton Yaad Rakhe Phir Ik Lamhe Ki Soch Ne Mere Haath Buland Kiye Or Kuch Duaaon Ki Punchhi Dil Se Azad Kiye Ki Aane Wale Mausmon Mein Ghum Ki Ghataen Kabhi Tere Qareeb Na Aayen Teri Aankhon Ke Jugnu Sada Chamkaen
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Badi muddat se chaha hai tumhe Badi duaaon se paya hai tumhe Thuje bhulane ka sochu bhi kaise, Kismat ki lakiroon se churaya hai tumhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sitaro ki bheed se churaya hai apko, Dil se apna dost banaya hai apko, Iss rishtey ko tutne na dena kyonki iss dil ke kisi khas kone me chhupaya hai apko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is Qadar Ehsason Ki Shamma Jalti Rahi Ki Saari Raat Teri Yaad Mein, Dhalti Rahi, Raat Bhar Behti Rahi Soch Ke Sagar Mein, Tu Aur Koi Hasrat Si Jaise Dil Mein,Palti Rahi !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humsafar Bana Lo Hum Sath Nibhayenge, Woh Nahi Jo Dil Laga Ke Chhod Jayenge, Intezaar Karte Rahenge Zindagi Bhar, Tu Aaye Na Aaye Hum Wada Nibhayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kitni shiddat se chaha hai tumhe kitni muddat se paya hai tumhe dar hai tumhe kho dene ka....... qki..... brso bad paya hai tumhe i lv u
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS