• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Zindegi mai jeene ke liye ek maksat hona chahiya, Jo mera ab nahi hai.... Tum jab mujhe chord k gay tab mein mera zendegi jeena ka maksat kho diya tha.... Ab mein jeeu aur maru iss mai kisika kuch bhi nahi.... Lekin mein iss Zindegi tumahare nam_se hi Jeeta Hun........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Phir Se Wo Sapne Sajane Chala Hoon, Umeedoon Ke Sahare Dil Lagane Chala Hoon, Anzaam To Mera Bura Hi Hoga, Phir Bhi Tumhe Aapna Banane Chala Hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Haste rahen aap hazaron ke beech mein, Jaise haste hein phool baharon ke beech mein, Roshan ho aap duniya mein iss tarah, Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar Jb Un Se Milti Hai Main Khud Ko Bhul Jata Hu, Bus Ek Dhadkan Dhadkati Hai Main Us Me Sama Jata Hu, Main Aksar Yahi Kahta Hu, Main Tujse Pyar Karta Hu, Magar Jab Yeh Baat Woh Khud Kehti Hai Toh Main Sari Duniya Bhul Jata Hu!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • जब कोई इतना खास बन जाए, उसके बारे मे ही सोचना एहसास बन जाए, तो मांग लेना खुदा से उसे जिंदगी के लिए, इससे पहले के उसकी माँ किसी और की सास बन जाये…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gulab Me Wo Khusboo Kahan, Jo Tere Ehsaas Me Hai, Suraj Me Wo Roshni Kahan, Jo Tere Dedaar Mein Hai, Kasam Khuda Ki Wo Baat Duniya Ke 7 Ajuboon Me Kahan, Jo Tere Pyaar Me Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Mera Har Ek Pal Khoobsurat Hai, Dil Mein Sirf Aapki Hi Surat Hai, Kuch Bhi Kahe Ye Duniya Hame Gham Nahi, Duniya Se Jyada Hame Ab Teri Jarurat Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har baat samjhane k liye nahi hoti. Zindagi aksar kuch pane k liye nahi hoti. Yaad aksar aati hai aapki. Par har yaad jataane k liye nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekha jo Tumhe to Mehsus Hua, Pehchaan hai Aapni Muddat se! Khwabon Mein Dekhi thi jo Suraat, Milti hai Tumhari Suraat se!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din, Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se Phulon ki tarah mujhpe bikhar jaao kisi din..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ladka – Duniya ko bta do ke Tum mujhe se pyar karti ho . . Ladki – Ladki ne Ladke ke kaan me kaha”I love U” . . Ladka – Tum ne kaan me Q kaha??? . . Ladki – Q ki Tum hi Meri Duniya ho…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Naseeb Mera Q Mujse Khafa Ho Jata Hai, Apna Jisko B Mano Bewafa Ho Jata Hai, Q Na Ho Shikayat Meri Nazro Ko raat Se, Sapna Pura Hota Nhi Or Sawera Ho Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Mujhese Mohabat Nhi he To Rokte Q Ho, Tanhai Me Mere Bare Mein Sochte Kiyun Ho, Agar Manzil Judai Hai To Jane Do Mujh Ko, Lot K Kab Aaoge Poochte Q Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere intejar mai ye najre jhuki hai.... Tera didar karne ki chah jagi hai.... Na jaanu tera naam, na tera pata.... Na jane kyun is pagal dil mein..... Ek anjaani si becheni jagi hai......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye khusboo ye hawa apke naam kardi, Mausam ki har ek ada apke nam kardi, Dil ne chaha aaj kuch khas tohfa de apko, To dil se nikli har dua Apke naam krdi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apna humsafar bana le mujhe , tera hi saaya hun apna le mujhe.. Ye raat ka safar aur bhi haseen ho jaayega, tu aa ja mere sapnon me ya bula le mujhe …!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahat Mein Kisi Ka Imitihan Na Lena, Jo Nibha Naa Sako Wo Vada Na Dena, Jise Tum Bin Jine Ki Aadat Hi Na Ho, Usse Kabhi Jine Ki Dua Naa Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhigi Palko Ke Sath Ankhe Num Thi, Zindagi Unse Shuru Unhi Par Kahtam Thi, Wo Ruth Kar Dur Chle Gaye Humse, Shayd Unhe Laga Ki Hume Unse Mohbat Kam Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS