• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Tu pas bhi ho to dil beqarar apna hai ke hum ko tera nahi intazar apna hai mile koi bhi tera zikr ched dete hain ke jaise sara jahan razdar apna hai wo dur ho to baja tark-e-dosti ka khayal wo samane ho to kab ikhtiyar apna hai zamane bhar ke dukhon ko laga liya dil se is aasre pe ke ik gamgusar apna hai ‘faraz’ rahat-e-jan bhi wohi hai kya kije wo jis ke hath se sinafigar apna hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Insan pyar karne ke liye hote hai aur.. Paisa istemal karne ke liye par, Dard tab hota hai Jab log paiso se pyar, aur Insano ka istemal karte ha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Sochun To Tera Khayal Aa Jata Hai; Kuch Bolun To Tera Naam Aa Jata Hai; Kab Tak Chupaon Dil Kee Baat; Uski Har Ada Par Mujhe Pyaar Aa Jata Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kaho na kaho Wo Mohabbat rahegi. . DiL mein Unse milne ki Chaahat rahegi. . . Wo kya jaane kitna marte hain unpar. . . Hamari rooh ko bhi unki aadat rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Unse Is Qadar Karte Chale Jaye; Wo Zakhm De Aur Hum Bharte Chale Jaye; Unki Zid Hai K Wo Hame Mar Hi Dale; To Hamari B Zid Hai Unpar Marte Chale Jaye!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • क पल भी सोती नहीं आँखे, चले आईये आँसुओं के संग गुजरती राते, चले आईये इन्तजार के मोती रोज लुटाती है आँखे बड़ा सताती है तुम्हारी बाते, चले आईये
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Hasrat Zuban Pe Aane Lagi Tune Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi Ye Ishq Ki Inteha Thi Ya Deewangi Meri Har Soorat Me Soorat Teri Nazar Aane Lagi. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zara tham tham k barsa kr abhi itna na rotha kr Abhi to dur hai manzil Abhi khud ko na tanha kr Teri ankhen samandar hain Samandar ko na sehra kr Mera dil doob jata hai Mujhe aise na dekha kr Hawa mujhse kahe pagal Na yun raston me betha kr Wo 1 din chor jaye gi Usey itna na chaha kr.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Humko Kabhi Aisi Judai Na De, Unki Yaadon Se Kabhi Humko Rihai Na De, Dua Karna Dosto Mujhe Aisi Jannat Na Mile Jahan Se Mera Pyaar Mujhe Dikhai Na De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Ankhon Ke Nashe Mai Doob Jau. Teri Julfooo Ki Caho Mai Khud Ko Bhul Jau. Teri Hothon Ki Hasi Ko Pee Loo Sanaam Aa Kareeb Mere Teri Bhaahon Mai Khud Ko Bhul Jau.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Best Line.. Kisi Ki Bhi Zindagi Waisi Nahi Chalti Jaise Sapne Wo Dekhta Hai. Fir Bhi Ye Sapne Hi Zindagi Ka Sara Safar Tay Karwa Dete Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Mehboob Kya Tumhe Hai Khabar Har Jagah Tumko Dhoondti Hai Nazar Dekh Ke Tumko Jeeti Marti Hu Har Ghadi Yaad Tumko Karti Hu Bhool Sakti Nahi Bhulane Se Teri Deewani Hu Mai Zamane Se...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar koi bhi aaina acha nahin lagta teri mohabbat mein aise hue hai deewane tumhe koi aur dekhe to acha nahin lagta…. BY:-ASHUTOSH CHOUDHARY
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ne RAB Se Pucha . Tune Duniya Ko Pyar Ka Dushman Kyu Bana diya . RAB Ne Haskar Kaha Tune Bhi To Mujhe Chod Kar Apne Pyar Ko RAB Bana Diya'!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Pe Hi Khatam Saari Chahat Hogi, Fir Na Kisi Se Yeh Einayat Hogi, Kuch Is Kadar Karenge Yaad Apko, Ki Na Zamane Ko Khabar Na Apko Shikayat Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bichhad Bhi Jaaun Main Tum Se To Udaas Mat Hona... Main Tumhari Soch Ke Jazbon Mein Bas Jaauga... Tum Jab Bhi Kisi Ko Sochoge To Sirf Main Hi Tumhein Yaad Aaaunga...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hume jindagi ki sachai tab pata chali, Jab raste mein pade phulo ne mujhse kaha, Dusro ko khushbu dene wale, Aksar isi tarah kuchal diye jate hai. :
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS