• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Ap Meri Chahat Meri Khwahish Hai; Shayad Ap Apni Ehmiyat Se Anjan Hai; Hum Se Kabhi Ruth Kar Na Jana; Hamari Duniya Apke Bina Veeran Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Kabhi Humara Dard Na Samjhe, Phir Bhi Hum Unke Humdard Bante Rahe, Aisi Diwangi Thi Ki Kanto Se Hum Gujre, Mgr Unke Liye PhooL Chunte Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Aankhon Mein Sapna Tera Aaye Bojhal Saanson Mei Khusiyan Le Aaye Aa Jaaye Ashq Jo Tujhe Yaad Karte Huye Saamne Tera Hasta Huya Chehra Dikh Jaaye..ioo
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Itni Jaldi Kya Hai Muje Chhodne Ki.. Abhi To Hadd Baaki Hai Muje Todne Ki.. Mai Khilona Hu Gam Na Kar Mere Tootne Ka.. Mil Jaate Hain Naye Zarurat Nahi Muje Jodne Ki..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar Ki Nazar Se Mulaqat Dekhi Hai Pyar Me Hote Hue Teero Ki Barsaat Dekhi Hai Yu To Lakhon Dekhe Hain Humne Dil Lagane Wale Par Teri Chahat Me Humne Baat Koi Khaas Dekhi Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Ke Ghamo Ka Koi Hisaab Nahi, Ye Aag Ka Driya Hai Koi Selab Nahi, Sach Kehte Hai Log Ki, Aashiq Tadap Tadap Ke Mar Jate Hai, KyuKi Ishq Ke Rog Ka Koi ilaaz Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कहने मेँ तो मेरा दिल एक है, लेकिन जिसको दिल दिया है वो लाखोँ मेँ एक है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zara Si Zindagi Hai, Armaan Bohat Hain, Hamdard Nahin Koi, Insaan Bohat Hain, Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kis Ko, Jo Dil Ke Qarib Hain, Wo Anjan Bohat Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Tadapta Hai Dil Kisi Ki Yaad Me Fark Bas Itna Hai Wo Hume Soch Nahi Paate Aur Hum Ek Pal Bhi Unhe Bhula Nahi Paate..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इश्क एक तरफ हो तो सजा देताहै, इश्क दोनों तरफ हो तो मज़ा देताहै, फर्क सिर्फ इतना है कोई खामोश रहता है तो कोई बता देताहै|
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दुनिया में दो ही लोग. एक-दूसरे को बड़ी हसरत से देखते हैं । कुंआरे शादीशुदा को. और शादीशुदा कुंआरों को|
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ki Chandni Ne Deedar Na Kiya, Mere Dil Par Kisi Ne Aitbaar Na Kiya, Hume Bhi Unse Mohabbat Hui Dosto, Jinhe Humse Kabhi Pyaar Hi Na Kiya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Anjana Or Ajab Sa Ehsaas Ho Tum, Kitni Door Ho Phir Bhi Paas Ho Tum, Dil Lagane Ko To Bahut Mile Hume, Par Unn Sabme Eklaute Khaas Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ae Khuda Meri Mohabbat Mere Havaale Karde Tadap Rahi Hu Uske Bina Yeh Judaai Kam Karde Reham Kar Iss Chote Se Dil Pe Ya Khudaaya Uski Mohabbat Mere Naseeb Mein Karde..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Baat Kehkar Samjayi Nahi Jati, Har Chej Zindagi Me Payi Nahi Jati, Yu To Har Waqt Yad Karte Hai Apko, Par Afsos Yadein Kisi Ko Dikhayi Nahi Jati.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mana ke Kabhi Dilki Baat Na Bataoge, Par Aankhon Me Jo Hai Wo Kasie Chhupaoge, Waada Raha Ye HaMara TuMse, Jab Bhi DilMe Jhankoge Hamari Tasvir Paoge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • us bewafa ko ham aab kbhi bhul na paayege. mere pyaar ka sila diya es kadar ha bhul na payega. khud ki kasam hai mere dost dik gyi uski parchai bhi. to jaan se maar ke hisab chukayege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhari Yaad Sataye To Kiya Kare, Kisi Se Milne Ko Dil Chahae To Kiya Kare, Log Kahte Hain Sapno Me Hoti Hai Mulaqaat, Lekin Agar Neend Na Aaye To Kiya Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • dil ki galion mein koi gumna ho dil ki galion mein koi gumna ho teri meri dosti kam na ho tu kushh rahe sada yeh dua hai meri jaldi se sahil ka sms parle kya pata kal ho na ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS