किस्मत में लिखी हर मुश्किल टल जाती है,यदि हो बुलंद हौसले तो मंज़िल मिल ही जाती है,सिर उठा कर यदि आसमान को देखोगे बार-बार,तो गगन को छूने की प्रेरणा मिल ही जाती है !!
Paas Hokar Bhi Duriya Mehsus Kar Raha Hu
Me To Seh Lunga Dard-E-Zakhm Par Teri Fikar Kar Raha Hu
Tum Mere Itne Kareeb Aa Gai Ho Ki Kaise Batau.
Tumhari Khamoshiyo Se Me Pal Pal Mar Raha Hu.
Mai To Chup Chup Ke Tanha Ro Lunga,
Ab Dil Ka Dard Kisi Se Na
Bolunga, Mujhe Neend To Aati
Nahi Raaton Ko, Jab Rukegi Dil
Ki Dhadkan To Jee Bhar Ke So Lunga.
Taras Gaye Aap Ke Deedar
Ko Phir Bhi Dil Aap Hi Ko
Yaad Karta Hai Hum Se Khush
Naseeb To Aap Ke Gharka
Aaina Hai Jo Har Roz Aap Ke
Husn Ka Deedar Karta Hai..
Mere dil mein ek dhadkan teri hain,
Us dhadkan ki kasam tu zindagi meri hai,
Meri ek saans mein ek saans teri hain,
Wo saans jo ruk jaaye to mout meri hain.
By - Silent love.
Tere Seene Se Lag Kar Teri Aarzoo
Ban Jaun, Teri Saanson Se Mil
Kar Teri Khushbu Ban Jaun, Faasle
Na Rahe Koi Hum Dono Ke
Darmiyaan, Main, Main Na
Rahoon, Tujeshme hi bas jaun.
Tumhari Yaad Sataye To Kiya Kare,
Kisi Se Milne Ko Dil Chahae To Kiya Kare,
Log Kahte Hain Sapno Me Hoti Hai Mulaqaat,
Lekin Agar Neend Na Aaye To Kiya Kare.