Ek Ajeeb Dastan Hai Mere Afsane
Ki, Maine Pal Pal Koshish
Ki Uske Paas Jaane Ki,
Kismat Thi Meri Ya Sazish
Jamane Ki, Dur Huye Itana
Jitni Ummeed Thi Paas Aane Ki.
Me Badal Jaata Hun Ek Tere Paas Aane Se.
Paas Aakar Khud ko Aankhon Me Teri Paane Se.
Kitni Khushi Milti Hai Kaise Bayaan Karun,
Mujhe Dekhkar Tere Muskuraane Se.
Kisi Dard Ko Sambhal Pana Asan
Nahi, Haste Hue Har Pal Bitana
Asan Nahi, Zindagi Me Har Koi
Dil Mebas Nahi Pata, Aur Jo
Bas Jaye Usko Bhuljana Asan Nahi.
Aaj dil puch baitha apni hi tasveer se..
tune kya paya hai taqdeer se..
teri tasveer dil me basa ker mene kaha..
ye pyara sa dost paya he duniya ki bheed se..
Humne To Ishq Ka Izhar Nahi Kiya, Is Dil Ko Itna Bekraar Nahi Kiya, Bas Aankhon Main Tere Sapne Sajaye Rakhe Hai, Kabhi Apne Honthon Se Izhar Nahi Kiya.
Dil hota hai nazuk ease thukaraya na karo,jo aapse dosti kare use sataya na karo,
kya mera hi farz hai apko sms karna? kabhi aap bhi to apna farz nibhaya karo.
Ishq Tujhse Karta Hu Main Zindagi Se Zyada,
Main Darta Nahi Maut Se Teri Judai Se Zyada,
Chahe To Jee Bhar Ke Aajmale Mujhe Ab Tu,
Zindagi Mein Kuch Bhi Nahi Teri Mohabbat Se Zyada.
Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe,
Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?.
Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao,
Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
कभी रो के मुस्कुराए , कभी मुस्कुरा के
रोए, जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के
रोए, एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार
बार लिखा, जितना लिख के खुश हुए उस से
ज्यादा मिटा के रोए.
Kabhi Muskuraya Nahi To Muskurakar Dekho;
Nazre Milayi Nahi To Milakar Dekho;
Hum To Wo Yad Hai Jo Dil Me Bas Jate Hai;
Yakeen Na Aye To Dil Laga Kar Dekho!!!
Teri chehera mujhe aacha lagti hai,
Teri muskan mujhe aacha lagti hai,
Teri her ek aada mujhe bahoot aacha lagti hai.
Kyunki ............................
"main tumse pyar karta hun".