Ess kadar aapko joh itna hasa raha hoon main
Naa samajna koyi rishta bana raha hoon main
Swaarth hain mera aur swaarthi hoon main….
Arthi k piche chale walo ki tadad bda rha hu main
Door Waadiyon Me Dhundle
Badal Chupkar Parwat Se Milne
Ka Intezar Karte Hain..
Apne Dilme Tamam Hasraten
Liye Hum Bhi Aapke Deedar
Ka Intezaar Karte Hain..!
Hum ho gaye fanaa muhabbat ke iss zamane me,
Saja ke taor pe mili maut paimane me,
Muhabbat ne naakaam kar diya hum ko,
Warna khubiyaan aur bhi thi iss diwane me.
Sabhi Ko Shaad Krti Hai
Marron Ko Yaad Krti Hai
Muhabat Khouf Kab Se Hai
Muhabat Rog Kab Se Hai
Ye Marham Hai Maseeha Hai
Ye Deepak Hai Ye dia Hai
Chalo Acha Hua Jaana !
Gaya Main Jaan Ye Jaana !
Suno Phir Ghour Se Jaana !
Muje TumSe Muhabat Hai
रिश्ता किसी रकीब से तुमने जोड लिया है ।
या बातों ने वक्त के साथ चलना छोड दिया है ।
इक अरसा हो गया है हमें हिचकी नहीं आई ।
क्या सचमुच आपने हमें याद करना छोड दिया है ।
Beetay Dino Ki
Woh Yaadein
Woh Baatein
Woh Larna Jhagarna
Aur Phir Milna
Sab Yaad Aaiga
Jab Bhi Dhundogay Mujh Ko
Nahi Mil Sakunga Kisi Darmiyaan
To Ehsas Hoga
Koi Khogaya
Abhee To Yaheen Tha Kidher Reh Gaya
Nigahein Dhundnay Se Qasir Raheingee
Kami Doston Main Aksar Rahegee
Jab Bhi Mehfil Sajegee
Tujhe mohobot korna nahi ata....
Mujhe mohabbat k shiva kuch nahi ata....
Zindegi gujarne ke do hi tarikhe hai....
Ek tujhe nahi ata.....
Ek mujhe nahi ata.....
I LOVE YOU FOREVER
jina aapke liye
Meri jindagi aapke liye
Hr khushiyan chunkr launga wada h apse shirff aapki khushiyon ke liye
Hmesha hnstey rhiye
Miss u
Kuch Risthe Anjane Mein Ban Jaate Hai,
Pehle Din Hi Zindagi Se Judh Jaate Hai,
Kehte Hai Uss Risthe Ko Dosti,
Jisme Dil Se Dil Na Jaane Kab Mil Jate Hai.