• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • दिल में हो आप तो कोई और ख़ास कैसे होगा, यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा, हिचकियां केहती है आप याद करते हो… पर बोलोगे नहीं तो हमें अहसास कैसे होगा ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil mein basa liya aur humein bataya bhi nahi, Sath rhne ka khwab saja liya or hume btaya b nhi Ab bhi dekhte ho khamoshi bhari nigahon se, Chupke se dil chura liya aur humein bataya b nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum kya samjhty ho k Tumhary siwa mujhy chahnay wala koi nahi...??? Tum choro to sahi Mout khari hai mujhy apnane k liye... ♡
    10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uske Yaad Me Hum Barso Rote Rahe Bewafa Wo Nikle Badnam Hum Hote Rahe Pyar Me Madhoshi Ka Aalam To Dekhiye Dhul Chehre Pe Ti Or Hum Aaina Dhote Rahe
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uss khuda ke hatoon ka jadu ho tum.... Din mai chamakta sitara ho tum.... Raat mai chandni jaisi roshni ho tum.... Mere dil main basi ek shayri ho tum....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Ke Saaye Tale Baithte Hai Hum, Tere Khayalon Mein Khoye Rehte Hai Hum, Mil Jaaye Aapki Mohabbat Ka Tohfa Tere Roop Mein, Khud Se Bas Yahi Khwaish Roz Roz Karte Hai Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kahti ho ki pyar nahi hai mujhse phir kyun mujhe dekhte hi palke jhuka leti ho nazre chura leti ho kyun bahana bana leti ho?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mitti Meri Kabar Se Chura Raha Ha Koi Marr Kar Bhe Yaad Aa Raha Ha Koi Ya Khuda Ek Pall Ki Zindgi De De Mujhe Udaas Meri Kabar Se Ja Raha Ha Koi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gam Ke Sagar Me Kahin Doob Na Jana. Manzil Na Mile To Tum Rooth Na Jana.. Zindagi Me Kabhi Kami Mahsos Ho Humari To Ham Zinda Hain Ye Samjh Kar Bhool Na Jana...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kina unko khamoshi malai chupchap gari dinchha kinaki unko udas malai udas banai dinchha ke nata ho unko mero jo malai unko yad harek pal aai rahanchha? mish a lot
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मोहब्बत भी उस मोड़ पे पहुँच चुकी है, कि अब उसको प्यार से भी मेसेज करो,तो वो पूछती है.. कितनी पी है ....??
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hame Jisne Khush Rehne Ki Aada Di Hai, Har Pal Jeene Ki Dua Di Hai, Aye Khuda Khush Rakhna Use Jisne, Apne Dil Me Thodi Si Jagah Di Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Mai Hamesha Naye Log Milenge, Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge, Aitbaar Zara Soch Kar Karna, Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Lamha Fasna Nahi Hota, Zindagi Ka Har Pal Suhana Nahi Hota, Juda Hona To Kismat Ki Baat Hai Par Judai ka MAtlab Bhulana Nahi Hota. always miss you
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Waqt bhi ajeeb manzar dikhata hai, Kabhi hansata kabhi rulata hai, Kal jin palo ke saath hanse the, Aaj un palon ko yaad karke ye waqt rulata hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Zindagi Me Judai Na Hoti, To Kabhi Kisi Ki Yaad Aayi Na Hoti, Saath Hi Guzarta Har Lamha to, Shayad Rishto Me Ye Gehraayi Na Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • jis tarah ke hain ye divaren ye dar jaisa bhi hai sar chipane ko mayassar to hai ghar jaisa bhi hai us ko mujh se mujh ko us se nisbaten hain beshumar meri chahat ka hai mahavar ye nagar jaisa bhi hai chal pada hun shauq-e-beparvah ko murshad man kar rasta purpech hai ya purkhatar jaisa bhi hai sab gavara hai thakan sari dukhan sari chubhan ek khushbu ke liye hai ye safar jaisa bhi hai wo to hai makhsus ik teri mohabbat ke liye tera ‘anwar’ bahunar ya behunar jaisa bhi hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • न मिले किसी का साथ तो हमें याद करना, तन्हाई महसूस हो तो हमें याद करना, खुशियाँ बाटने के लियें दोस्त हजारो रखना, जब ग़म बांटना हो तो हमें याद करना ….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS