Dil Ki Basti Ko Veeran Na Banaye Rakhna,
Kuch Na Ho To Yaado Ko Sajaye Rakhna,
Mulaqaton Na Ho To Na Sahi,
Hum Se Jaise Bhi Ho Koi Rishta Banaye Rakhna.
Dil Ki Hasrat Zuban Pe Aane Lagi
Tune Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi
Ye Ishq Ki Inteha Thi Ya Deewangi Meri
Har Soorat Me Soorat Teri Nazar Aane Lagi.
<3 RAJ
काश वो समझ पाते इस दिल की तड़प को ,तो सरे आम रुसवा नहीं किया होता
उनकी मोहब्बत दुनिया से गाफिल हो गए हम , काश ये उनको हम दिखा पाते
उनसे ही शुरु उन पर ही ख़त्म है मेरे अफसाना , ये राज़ उनको भी बता पाते
उनकी बेरुखी जुल्म भी मंजूर है हमें ,काश वो मेरे दिल के जज़बात समझ पाते
Nazar Se Door Magar Dil Ke Kareeb Lagte Ho,
Dil Ki Har Tamanna-E-Aarzoo Me Sharikh Lagte Ho,
Yoon To Bohat Se Log Hai Iss Zamane Mein,
Par Aap To Zindagi Se Bhi Zyada Ajij Lagte Ho.
Ek wada kiya tha,
Ek wada nibhane ke liye,
Ek dil diya tha,
Ek dil ko pane ke liye,
Usne mohabbat sikhadi aur kha maine to ishk kiya tha tumhe aazmane ke liye.
Kya Kanhu ....
Kya Kanhu Uske Khubsurati Ke Bare Mai....
Kya Chaal Hai Tobbaaa ....
Kya Nokhre Hai Tobbaaa ....
Kya Nighayen Hai Tobbaaa ....
Kisi zinda Admi ko Ghayal Kar Dene Ke Liya Kafi Hai....
Mohabbat Ka Kya Hai Kabhi Bhi Ho Jati Hai,
Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami Si Chhod Jati Hai,
Humne Ki Mohabbat To Hal Hua Aisa,
Taaron Ke Beech Ek Shaam Gujarti Ho Jaise.
Anjaane galiyon se hum gujra nhi krte
dard_e_dil kisi ko diaa nhi krte
aapse to hmara pyar ka rishta hai
vrna.....
hrpl apko itna yaad kiaa nhi krte
i miss u
Apne honton se choom lu aankhein teri,
Bechain kardun sab raatein teri,
Lahoo ban kar sama jaoon tere ang ang me,
Ban jaun tera dil, mehsus karu sansein teri.
Jab Hum Khush Hote Hain
To Sab Se Pahle Usko Batana Chahte Hain
Jis Se Hum Mohabbat
Karte Hain
.
.
.
.
But Jab Hum Dukhi Hote Hain
To Sab Se Pahle Uski Bahon Mein Lipat Ke Rona
Chahte Hain
Jo Hum Se Mohabbat Karta Hai...
Agree??
Hum to chalte hain lo khuda hafiz
butkada ka buton khuda hafiz
kar chuke tum nasihaten hum ko
jao bas naseho khuda hafiz
aj kuch aur tarah par un ke
sunate hain guftagu khuda hafiz
bar yahi hai hamesha zakhm pe zakhm
dil ka charagaron khuda hafiz
aj hai kuch ziyada betabi
dil-e-betab ko khuda hafiz
kyon hifazat hum aur ke dhundhen
har nafas jab ki hai khuda hafiz