इश्क़ की किताब के कुछ पन्ने मेरे भी नाम कर देना,
इश्क़ के कुछ अल्फ़ाज़ मेरे भी नाम कर देना,
मेरी खामोश मुहब्बत की ही तरह सही,
इश्क़ के कुछ बेआवाज़ किस्से मेरे भी नाम कर देना।।
Apni Zndgi Ki Har Sham Tere
Naam Kar Du, Apni Ankho Ka
Jaam Tere Naam Kar Du, Ho
Jiska Zikr Mohabbat Ki Har
Kahaani Me, Ek Aisa Pyar
Ka Paigaam Tere Naam Kar Du!
Mujhe Apne Jism Ki Khusbu Se Madhosh Kar Do,
Mujhe Apni Najuk Si Baaho Me Mehsoor Kar Do,
Laga Ke Seene Se Mujhe Saare Gum Dur Kar Do,
Main Tumse Juda Na Ho Paau Itna Majbur Kar Do!
Un Lamho Me Basti Hai Zindgi Meri,
Jin Lamho Me Tum Saath Mere Hoti Ho.
Hasrate Java Hoti Hai Gulshan Me Mere,
Jin Lamho Me Tum Saath Mere Hoti Ho.
Khushbue Bhar Si Jati Hai Fiza Me,
Aur Rang Bhar Jate Hai Gulistaa Me.
Khushiya Bhar Jati Damaan Me Mere,
Jin Lamho Me Tum Saath Mere Hoti Ho.
Kabhi Sochta Hu Ye Waqt Yu Hi Tham Jaye,
Pyar Ki Fuhaar Me Hum Dono Bheeg Jaye.
Zindgi Esi Hi Khoobsoorat Ho Jati Meri,
Jin Lamho Me Tum Saath Mere Hoti Ho…
Maa to jannat ka phool hai,
Pyar karna us ka usool hai,
Duniya ki muhabbat fazool hai,
Maa ki har dua kubool hai,
Maa ko naraz karna insan teri bhool
hai,
Maa ke kadmo ki mitti jannat ki
dhool hai…
Ek like to Banta yaroo I ! <3 mom.
Sang DiL Zamana Hai Sath Chal Nahi Sakte,
Aag Me Mohbat Ki KhuL Ke JaL Nahi Sakte,
Ha Mgr Ye Kehte Hai Hum Sari MehfiL Me,
Tum Badal Jaao Hum Badal Nahi Sakte.
Dil Me Tamannaon Ko Dabana Seekh Liya
Gam Ko Ankhon Me Chhipana Seekh Liya
Mere Chahere Se Kahin Koi Baat Zaahir Na Ho.
Daba Ke Hoto Ko Hamne Muskrana Seekh Liya…
Gum Ki Mujh Par Kuch Aisi Najar Ho Gai,
Jab Bhi Ham Hase Ye Ankhe Nam Ho Gai,
Hum Roye Bhi To Vo Jaan Na Sake,
Aur Vo Udash Bhi Huye To Hame Khabar Ho Gai.
Sandeep
Har Shaam Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai,
Har Khawab Mein Tera Deedar Kiya Karte Hai,
Deewane Hi To Hai Ham Tere,
Jo Har Waqt Tere Milne Ka Inetzaar Kiya Karte Hai.
Bahut Kam Log Hote Hain Zamane Me
Jinhe Sacchi Chahat Ki Pehchan Hoti Hai
Itna Soch Lena Kisi Par Mar Mitne Se Pehle
Gawane Ke Liye Ek Hi Jaan Hoti Hai..!
Mera Bas Chale To Teri Yaaden
Kharid Lu, Apne Jeene Ke
Waste Teri Baaten Kharid
Lu, Kar Sake Jo Har Waqt
Deedar Tera, Sab Kuch Luta
Kar Wo Ankhe Kharid Lu..!
Jab kuch sapne adhure reh jate hain,........
Tab dil k dard Ansu bankar beh jate hain..........
Jo kahte hain ki hum sirf aapke hain............
Pata nahi wo kaise alwida keh jate hai.........
Miss u very much