Bichadte hue yaad de jayenge,
Khud sone se pehle aapko khawab de jayenge,
Apko gila hai ki hum baat nahi karte,
Sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge…..
Chandu
Koi Ilzam Lga Kr To Saza Di Hoti
Phir Meri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti
Itni Nafrat Thi To Pyar Se Dekha Kioun Tha
Mjhe Pehle Hi Meri Okat Bata Di Hoti
...
Dekh Kar Zakham Mere Ankhain Chura Li Tu ne
Poch Kar Kuch To Zakhmon Ki Dawa Di Hoti
So Jata Main B Chain Se Jana
Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ki Hawa Di Hoti
Zindagi Apni B Chain Se Guzar Jani Thi
K tuNe Agar Pyar Se Dil Main Jaga Di Hoti..
By - Silent love.
Tere labon se hai rangat phoolon mein,
Teri aankhon se hai chamak sitaaron mein,
Tu jo muskuraake dekhle aasmaan ko,
Chaand bhi sharmaake jhuk jaaye tere kadmon mein,
Kasamkhan
Do baaten unse ki to dil ka dard kho gaya,
logon ne humse poocha ke tumhe kya ho gaya.
Bekarar aankho se sirf hans ke reh gaye,
ye bhi na keh sake ki hume pyar ho gaya…
Kab tak wo mera hone se inkar karegi,
Toot kr wo khud ek din mujhse pyar karegi
Jala dunga itna main use ishq ki aag mein
Ki izhaar woh mujhse sare bazaar karegi.
एक बचपन का जमाना था,
जिस में खुशियों का खजाना था..
चाहत चाँद को पाने की थी,
पर दिल तितली का दिवाना था..
खबर ना थी कुछ सुबहा की,
ना शाम का ठिकाना था..
थक कर आना स्कूल से,
पर खेलने भी जाना था...
माँ की कहानी थी,
परीयों का फसाना था..
बारीश में कागज की नाव थी,
हर मौसम सुहाना था..
Kuch lamhe or tumhara sath chahte hain
Aankho me thami wo barsat chahte hain
Jante hai bahut chahte ho tum bhi magar
Tumari zuban se ek bar izhar chahte hain
By - Silent love.
Sapne the, sapno k aap sahil hue,
Na jane kaise hum apki pyaar k kabil hue,
Karazdar rahege hum uss hasin pal k,
Jab aap hamari zindagi mein shamil hue
Mit Jaye Ye Doori Agar Tum Chaho;
Na Koi Majboori Hogi Agar Tum Chaho;
Hame To Hai Chahnewale Bahut;
Magar Hamari Ye Tamanna Hai K Hame Sirf Tum Chaho...