Muje apne jism ki khusbu se madhosh kar do
Muje apni najuk si baaho me mehsoor kar do,
Laga k seene se muje saare gum dur kar do,
Main tumse juda na ho pau itna majbur kardo
Bahut Chahenge Tumhe
Magar Bhula Na Sakenge....
.
Khayaalon Mein
Kisi Aur Ko Laa Na Sakenge....
.
Kisi Ko Dekh Kar
Aansoo To Pochh Lenge....
.
Magar Kabhi Aapke
Bina Muskura Na Sakenge...
Utra Hai Mere Dil Mein Koi Chand Nagar Se;
Ab Khauf(Fear) Nahi Koi Andheron Ke Safar Main;
Woh Baat Hai Tujh Mein, Koi Tujh Sa Nahi Hai;
Kash Koi Dekhe Tujhe Meri Nazar Se!
Love swee2
Dur ke Najar Dur Gai Hai....
Phulon Se Pyar Ab Ho Gayi Hai....
Sakho Se Patte Tut Jaye To....
Phulon Se Koi Shikyat Maat Karna....
Hume Aake Pyar Se Kehena....
Humse Tum Jitna Chaho Pyar Mang Lena....
Phulon Se Bhi Jada hasin Hai Pyar Humara....
Dil ki batein aakhon se kahi jati hai,
Bol dhadkan se sune jate hai
Aap toh nadan hai jo saaf sun-na chahte hai
Ishq ke jazbat toh sirf mehsoos kiye jate hai
Ye Duniya Hai Yahan Pe,
Yeh Tamasha Ho Bhi Sakta Hai,
Abhi Jo Gham Hamara Hai,
Tumhara Ho Bhi Sakta Hai,
Tum Apne Aap Ko Hargiz,
Koi Ilzaam Mat Dena,
Ye Soda Hai Mohabbat Ka,
Khasara Ho Bhi Sakta Hai
Tum Yeh Mat Samajhna,
Tum Hi Meri Akhri Mohabbat Ho,
Mohabbat Jurm Hai,
Hum Se Dobara Ho Bhi Sakta Hai…
Mohabbat Ka Matlab Intzaar Nahi Hota
Har Kisi Ko Dekhna Pyar Nahi Hota
Yu To Milta Hai Roz Mohabbat-E-Paigam
Pyar Hai Zindgi Jo Har Baar Nahi Hota……!!
Usne Mohabbat, Mohabbat Se Zyada Ki Thi,
Humne Mohabbat Uss Se Bhi Zyada Ki Thi,
Wo Kise Kahenge Mohabbat Ki Inteha,
Humne Shuruaat Hi Inteha Se Zyada Ki Thi.
महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!
Jhoote Ilzaam Meri Jaan Lagaya Na Karo,
Dil Hai Naazuk Isse Tum Dukhaya Na Karo,
Meri Ankho Main Jo Acche Nahi Lagte Ansoo,
To Tum Yoon Mujhe Jalaya Na Karo.
Uski Itni Si Inayaat Bhi Bahut H Mere Liye..
Uski Dushmani Bhi Chahat H Mere Liye..
Wo Muje Chahe Ya Na Chahe..
Uska Muskura Ke Dekhna Zndgi Me Rahat H Mere Liye..!
Sukoon milta hai mujhe jab tu saath rahti hai,
waqt bht jaldi guzar jata hai jab tu saath rahti hai,
nhi lagta mujhe kuch bhi achha jab tu ruthi rahti hai,
jab tu meri bheegi palko ko dekhti hai to hr baar I Love You Hi kahti hai,
tab mujhe lagta hai ki sachcha pyar mujhe sirf tu hi karti hai....
Palko Ki Zid Hai Aankho Se Aansu
Giranne Ki, Dil Ki Zid Hai Aapse
Rista Nibhane Ki, Aapko Zid Hai
Agar Hume Bhulane Ki, To Hume Bhi
Zid Hai Apko Apni Yaad Dilane Ki.
Dil Ne Socha Khat Likhu, Mili Na
Shayari Pyar Waali, Phir Socha
Likhu Phool Se, Mili Na Daali
Gulaab Waali, Isliye Sms Bhej Raha
Hu, Taaki Toote Na Dosti Pyar Waali