pyaar karti hai to cool samjhti hai pyaar karke bhool samjhti hai chhod ke chali jati hai beech sadak pe aaye yaaro ye ladkiya to hame pairo ka dhul samjhti hai.
Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi ho
Meri bandagi ki aas mein ek aas tum bhi ho,,
Tum kya ho mere, kuchh ho ya kuchh bhi nahi magar,,
Meri zindagi ke kash mein ek kash tum bhi ho ,,
By Ajooba Khan Wapp No. (9546661738)
Chaand Ko Sitaron Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai;
Phoolon Ko Baharon Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai;
Milo Jo Kabhi Kisi Mehfil Mein To Nazarein Jhuka Lena;
Koi Samjh Hi Na Paaye Ki Mujhe Tum Se Mohabbat Hai!
Suna Hai Wo Chhup Chhup Ke Hume
Yaad Karte Hain, Hamare Liye
Wo Bhi Dua Karte Hain.. Bas Antar
Itna Hai Wo Humse Chhupke Pyar
Karte Hain, Aur Hum Sare Aam
Unke Pyar Ka Izhaar Karte Hain..!
तेरी धड़कन ही ज़िन्दगी का किस्सा है मेरा,
तू ज़िन्दगी का एक अहम् हिस्सा है मेरा,
मेरी मोहब्बत तुझसे, सिर्फ लफ्जोँ की नहीँ है,
तेरी रुह से रुह तक का रिश्ता है मेरा।
Badal ki tarah awara hai hum. Aap bhula na sakoge wo nazara hai hum. Jo toot ke fana ho jaye aapki ek khwahish ke liye, Aasman ka wo andekha sitara hai hum.
Ho Jaayegi Fanaa Meri Awaaz
Dil-E-Tashudad Mein, Chhod
Degi Kuchh Nishaan, Ke Mera
Naam Aaye Na Aaye, Diwaanagi
Phir Aayegi, Jaagte Jaagte Gum
Ho Jaayegi Raat Kahin Roshni
Mein, Kar Jaayegi Waada Ke Neend
Aaye Na Aaye Chaandni Phir Aayegi.
Koi Dard Hi Na Ho Mujhe Aisa Bana Do,
Mujhe Aap Apne Hi Jaisa Bana Do,
Maayoos Hota Hoon Jab Woh Todte Hai Dil,
1 Patthar Ka Dil Mere Bhi Seene Me Laga Do.
Ho Jaaun Fanah Asi Dua Do.
Mujhe Bhi Bedard Bana Do.
Khamoshi Main Kate Din Mere Na Koi Salha Do.
Mujhe Bhi Bewafai Karni Sikha Do.:(
Sukoon Mere Dil Ab Kahin Kho Gaya Hai,
Veerangi Ki Galiyon Mei Madhosh Ho Gaya Hai,
Har Pal Bas Uska Deedar Karte Hain Hum Khyalon Mein,
Ek Ajnabi Mujhko Pyaar Ki Baarish Mei Bhigo Gaya Hai….
Izhaar Karna Chahte Hain Hum Par Alfaaz Nahin Milte,
Alfaaz Milte Hain To Kuch Sawalon Ke Jawaab Nahin Milte,
Yeh Dil Kyun Ajnabiyon Pe Mar Mit-Ta Hai,
Dhudte To Unko Par Koi Nisaan Nahin Milte….
Hamari Aankh Me Apna Kabhi
Didar Kar Lena Chhipe He
Dard Sine Me Unhe Swikar
Kar Lena Tarsate He Ham
Kitna, Teri Chahat Ko
Janeman Samajh Pao Kabhi Hamko,
To Bas Miss Call Kar Dena
Ye Yaad Hai Tumhari Ya Yaado
Me Tum Ho, Ye Khwab Hai
Tumhara Ya Khwabo Me Tum Ho,
Hum Nahi Jante Hume Bas Itna
Bata Do Ki, Hum Jaan Hain
Tumhari Ya Hamari Jaan Tum Ho!