Honth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka,
Shayad Nazar Se Woh Baat Ho Jaye.
Is Umeed Mein Karte Hain Intezaar Raat Ka,
Ke Shayad Sapne Mein Mulaqat Ho Jaye.
<3 RAJ
Tujhe Bhula Par Teri Yaadon Ko Naa
Bhula Paaya, Saare Sansar Se Jeeta
Ek Tujse Naa Jeet Paaya, Teri Yadon
Me Aisa Khoya Ke Kisi Ko Yaad Na
Kar Paaya, Tujhe Maine Is Kadar
Chaha Ke Kisi Ka Aaj Tak Ho Naa Paya.
Dukh Anmol Hotay Hain
Dukh Anmol Hotay Hain..!!
Qudrat Ki Wadiyat Hotay Hain…
Kabhie Kuch Day Ke Jatay Hain
Kabhie Sab Kuch Cheen Layte Hain
Kabhie Baychain Kartay Hain
Kabhie Jeena Sikhatay Hain
Kabhie Bantay Hain Jab Ansooo
Umer Bhar Lahoo Rulatay Hain
Kabhie Lab Ki Haseee Ban Kar
Naee Duniya Sajatay Hain
Kabhie Meethi Kasak Bankar
Anjani Khalish Bankar
Makeen-E-Dil Yeh Bantay Hain..ii
मैं उसके चेहरे को...
मैं उसके चेहरे को दिल से उतार देती हूँ;
मैं कभी कभी तो खुद को भी मार देती हूँ;
ये मेरा हक़ है कि मैं उसको थोडा दुःख भी दूं;
मैं चाहत भी तो उसे बेशुमार देती हूँ;
खफा वो रह नहीं सकता लम्हा भर भी;
मैं बहुत पहले ही उसको पुकार लेती हूँ;
मुझे सिवा उसके कोई भी काम नहीं सूझता;
वो जो भी करता है, मैं सब हिसाब लेती हूँ;
वो सभी नाज़ उठाता है मैं जो भी कहती हूँ;
वो जो भी कहता है मैं चुपके से मान लेती हूँ।
Hi guys…thanks for yr replies…it felt good to hear
from u…have written a few more…will share them
from time to time…here’s another one….
Hum to lut gaye unki ek muskaan pe,
Adayein dekhkar phas gaye mohabbat mein,
Gar khuda bhi punche qayamat pe,
To keh denge ki mit gaye sharafat mein.
Pyar Agar Nahin Tha To Ikrar Kion Kiya
Pyar Agar Nahin Tha To Ikrar Kion Kiya
Wafa Nahin Karni Thi To Bewafayi Kion Ki
Sach Kehna Mushkil Tha To Jhoot Kion Bola
Tor Kar Dil Ek Masoom Ka Usse Barbad Kion Kiya