• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • नज़र ठहरी है इक चेहरे पे जा कर मैं खुश हूँ आज इस महफ़िल में आ कर जमाना ढूँढता है मुझ को.... मुझ में मैं तुझ में खो गया हूँ.. तुझ को पा कर
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roshni Taaro Ki Falak Par Chamakti Hai, Kusbu Phoolo Ki Baag Mai Mahkti Hai, Duniya Dhoonti Hai Jis Masumiyat Ko, Wo Mere Dost Ke Chehre Pe Jhalkti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Apne Par Kabhi Guroor Nahi Karte, Kisi Ko Pyar Karne Par Majboor Nahi Karte, Magar Jise Ek Baar Dil Men Hum Basa Le , Phir Marte Dum Tak Use Khud Se Door Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Waqt wo lamhe Kuch ajeeb Honge Duniya me hum khush Naseeb honge Door se jab Itna Yaad karte hai aapko Kya Hoga Jab aap humare Kareeb honge?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Seene Se Lagakar Mere Saare Gum Door Kar De, Tujhse Judaa Na Ho Pauo Itna Apne Pyar Se Mujhe Choor Kar De, Mere Nas Nas Main Bas Jaaye Tera Pyar, Mein Kise Aur Ko Na Dekhu Itna Mujhe Majboor Kar De!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lo Apna Jahan Ae Duniya Waalon, Hum Is Duniya Ko Chhor Chale, Jo Rishtey Natey Jorray The, Wo Rishtey Nate Tor Chale.. Kuch Sukh Ke Lamhe Dekh Chale, Kuch Dukh Ke Lamhe Jheil Chale, Taqdeer Ki Andhi Gardish Ne, Jo Khel Khilaye Khel Chale Har Cheez Tumhari Lauta Di, Hum Kuch Na Le Kar Sath Chale, Phir Dosh Na Dena Ae Logon, Hum Dekh Lo Khali Hath Chale Ye Raah Akeli Kat’ti Hai, Yahan Sath Na Koi Yaar Chale, Us Paar Na Janey Kya Hoga, Is Paar To Sab Kuch Haar Chale…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aksar jab hum unko yaad kartey hain, Apne rub se yahi fariyaad kartey hain, Umar hamari bhi lag jaye unko, Kyuki hm unko khudse jyada pyar krte h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq Ne Hame Benaam Kar Diya, Har Khushi Se Hame Anjaan Kar Diya, Hamne To Kabhi Nahi Chaha Ke Hame Bhi Mohabbat Ho, Lekin Aap Ki Ek Nazar Ne Hame Nilaam Kar Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kamseen ho tum to patthar ham bhi nhi Jwaani me ho tum to buddhe ham bhi nhi Aey haseen ek baar is dil me jhaak kar to dekho Dil me tumhare liye jagah he kam nhi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat ki daastan sunane aaye hain, Tabaah krne k bad wo pyar jatane aye hai Aansu pochh liye the hamnein kab ke Magar wo fir se aaj hume rulane aaye hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekhlo Awaz Dekar Paas Apne Paoge; Aaoge Tanha Par Tanha Na Jaoge; Dur Rahkar B Tum Par Hai Nazar Meri; Tham Lenge Hath Jab B Thokar Khaoge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gham Ki Har Had Se Gujar Jayenge, Sagar Se Samndar Me Utar Jayenge, Marne Ke Liye Kisi Zehar Ki Jarurt Nahi, DiL Se NikaL Doge To Hum Aise Hi Mar Jayege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • aap hume bhul jao hume koi gum nhi, aap hume bhul jao hume koi gum nhi, jis din humne aapko bhula diya, samjh lijiyega is duniya me hum nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shaam Suraj Ko Dhalna Sikhaati Hai.. Shama Parwaane Ko Jalna Sikhaati Hai.. Girne Waale Ko Hoti To Hai Taqleef.. Par Thokar Insaan Ko Chalna Sikhaati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Koi Samajh Na Paaye Wo Baat Hu Mai.. Jo Dhal Ke Nayi Subah Laye Wo Raat Hu Mai.. Chale Jaate Hain Log Is Dilse Rishta Banakar.. Jo Kabi Chhod Ke Na Jaaye Wo Saath Hu Mai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hatho Ki Lakiro Par Aitbaar KarLena Bharosa Ho To Hado Ko Paar KarLena Khona-pana To Nasib Ka Khel Hai Dil Jise Apna Le Usise Pyar KarLena.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hakikat Na Puch Mere Fasane Ki, Tere Jate Hi Badal Gayee Najar Jamaane Ki, Log Kahete Hai Ki Khush Hu Mai, Lekin Meri To Aadat Hai Gum Me Muskurane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Bewafai K Siwa Kuch B Nahi; Duniya Ghum K Siwa Kuch B Nahi; Unke Pas Hamare Siwa Sab Kuch Hai; Par Hamare Pas Unke Siwa Kuch B Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Nasha Apki Baton Ka Hai, Kuch Nasha Dheemi Barsat Ka Hai, Hamein Aap Yunhi Sharabi Mat Kahiyae, Yeh Dil Par Asar Apkae Mulaqat Ka Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS