Itni Jaldi Kya Hai Muje Chhodne Ki..
Abhi To Hadd Baaki Hai Muje Todne Ki..
Mai Khilona Hu Gam Na Kar Mere Tootne Ka..
Mil Jaate Hain Naye Zarurat Nahi Muje Jodne Ki..!
Ishq ne hame benaam kar diya
har khushi se hame anjaan kar diya
hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya hai
Mere Wajood Ki Jageer Usne Mangi Hai,
Mujh Se Meri Taqdeer Usne Mangi Hai,
Ghuman Hota Hai Wo Bhool Sakte Hai Mujhe,
KyuKi Aaj Meri Tasveer Usne Mangi Hai.
Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jata h fir maan jane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilo me pyar chahiye use nibhane k liye.
Har Pal Aap Se Milne Ko DiL Karta Hai,
Aapki Sab Nadanio Ko DiL Maaf Karta Hai,
Kaise Reh Sakte Hai Hum Aapke Bina,
Jab Ye DiL Aapko itna Yaad Karta Hai.
Teri Yaad Me Pal Pal Marta Hai Koi
Har Saans Ke Baad Tujhe Yaad Karta Hai Koi
Jab Fursat Mile Tujhe To Soch Lena
Ki
Kitni Khamosh Mohabbat Tumse Karta Hai Koi.!
By -ANIL
Mai Aur Tum,
Tum Aur Mai,
Yani @Hum_Dono ,
Aaj Raat Ko,
Ek Baje Ke Baad,
Akele Me,
Chupke Se,
Bistar Pe Late Ke,
Ek Dusre Ko,
SMS Karenge.!!
By:-AshuTosh ChouDhary
ये सच है कि कोई मरता नहीं किसी की जुदाई में,
मगर खुदा किसी को किसी से कभी जुदा न करे..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
(◦.◦)
<) )>
_/ /_ वो मुझसे दूर होकर भी मुझे सोने नहीं देती.
Tujhse Door Ab Hum Jaa Nahi Sakte,
Tujhse Pyar Kitna Hai Ye Hum
Bataa Nahi Sakte, Humhe
Maloom Hai Ye Zindagi Chaar
Din Ki Hai Lekin, Tere Bina
Ye Chaar Din Hum Bita Nahi Sakte!
Jab kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaye, jab kisi ki hassi kisi ki muskaan ban jaye, pyar kehte hai usse jab kisi ki saanse kisi ki jaan ban jaye........