Wada hai humari ye mohabbat ki dastan khas rahegi,
Aapki surat humesha dil ke pas rahegi,
Nahi bhulenge hum aapko or aapke pyar ko,
Jab tak dil me dhadkan aur ye saanse rahegi…
Tamasha Na Ban Jaaye Meri Mohabbat Kahin,
Iss Liye Apne Dard Ko Izhaar Nahi Karta.
Joh Kuch Mila Hai Usse Mein Khush Hoon,
Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karta.
Par Kuch Toh Baat Hai Teri Fitrat Mein Zalim,
Warna Tujhe Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karta !!
Bhehti Hawa Mein Khusboo Hai Tumhari,
Mere Dil Ke Aaine Mein Surat Hai Tumhari,
Mere Armano Mein Jo Mar Ke Bhi Na Mit Sake,
Woh Sirf Aur Sirf Pyari Si Chahat Hai Tumhari.
mohabbat ke bhi kuch andaaz
hote hai,
Jaagti aankhon mein
bhi kuch khawab hote hai,
jaruri nahi hai ki gum me hi
aanson nikle,
muskurati
aankhon mein bhi sailaab hote
hai..
Pard Se Barish Ke Boond Gire To Use Seena Se Laga le Na....
Paero Tale Mitte Bhig Jaye To Use Bhigne Maat Dena....
Apne Ankho Se Barish Ho To Use Bandh Kar Lena....
Dil Mai Andhera Ho To Thorda Sa Pyar De Dena....
Kabhi Mere Jorurat Ho To....
Ankh Bandh Kar Ke Mujhe Yaad Kar Lena....
Zinda Rohunga To Tere Paas Aa Jaunga....
Mar ke Bhi Tere Paas Rohunga....
Wo Chamak Na Chand Mein Hai Na Taaro Me Hai,
Jo Chamak Madine Ki Dilkash Nazaro Mein Hai,
Bejuban Patharo Ko Bhi Baqsh Di Juban Usne,
Itni Najakat To Sirf Mere Nabi Ke Ishaaro Me Hai
Rishta Nibhao Hamesha Muskura
Kar,
Kisi Ko Dhoka Mat Do Apna Bana Kar,
Karlo Baate Jab Tak
Zinda Hain
Fir Na Kehna Chale
Gaye Dil Me Yaadein Basa Kar..!!
Kitna Bhi Chaho Na Bhol Paoge Hum
Se Jitna Dur Jao Nazdik Pao Ge
Humein Mita Sakte Ho To Mita Do
Yaadein Meri, Magar Kya
Sapno Se Juda Kar Pao Ge Humein.
Jaaye janaza jo unki gali se,
TO Unke dar per tehar dena,
Jaaye janaza jo unki gali se,
TO unke dar per tehar dena……
haath jo uthe, dua ke liya
To mukh se nakab hata dena,
itna na ho sake to….
Maut ki khabar suna dena..
karan puche mauth ka to..
MOHABBAT BATA DENA.
एक मैत्रिण आहे माझी...
माझ्यावर
सारखी चिडणारी,
न कळत मात्र.... माझ
आयुष्य फुलवणारी,
एक मैत्रिण आहे माझी...
सर्वाना हवीहवीशी वाटणारी,
माझ्याशिवाय मात्र....
स्वतःला अपूर्ण
मानणारी.........
Maine us se kaha k chhor do ya torr do mujhe....
Us ne hans ke gale se lagaya Mujhe or kaha...
Chorr rahi hoon Aaj tumhein..
Toot tum khud hi jao ge...