ना मैं तुम्हे खोना चाहती हुँ,
ना तुम्हारी याद में रोना चाहती हुँ,
जब तक ज़िन्दगी है मैं हमेशा
तुम्हारे साथ रहना चाहती हुँ,
बस यही बात तुमसे कहना चाहती हुँ.
Wo Yu Hi Ruth Gaye Saare Arman Mere Toot Gaye,
Nafrat Ka Dhong Aisa Dikhaya Unhone Ek Wo Patthar Ban Kar Jeene Lage
Aur.......
Hum Sheesha Bankar Toot Gaye........
Teri Palkon Mein Kabhi Na
Aansu Aye, Yahi Duwa Hai
Rab Se Meri, Tere Chahre Se
Kabhi Muskan Na Jaye, Yahi
Duwa Hai Rab Se Meri, Teri
Zindagi Me Aye Hum,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri.
Ye Aarzo Thi Ki Aisa Bhi Kuch Hua Hota,
Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota,
Main Laut Aati Tere Pass Ek Lamhe Mein,
Tere Labon Ne Mera Naam Pukara To Hota.
Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain,
Sachi chahat to bejuban hoti hain,
Pyar main dard mila To ghabrana kaisa,
Dard se chahat aur jawaa hoti hai
Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum,
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum,
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Har saans ke saath mujhe socha karoge tum,
Apne hi aks mein dhoonda karoge tum.
Jab yaad ayegi tum ko wafa meri,
Phir har shaks ko chahat se dekha karoge tum.
Aaj meri tanhaiyon pe has rahe ho naa,
Mujhse bichad ke isi baat pe roya karoge tum.
Har dil ki tamnna pyar hai,
Har dil ki chahat pyar hai,
Har dil me ek khwahish hoti hai,
Meri khwahisho me bhi terahi izhar hai,
Mere dil ki chahat tumho Meri jindagi me sirf tera intezar hai......