Pyar Ke Ujhale Mein Gam KaAndhera Kyu Hai,
Jisko Hum Chahe Wahi HameRulata Kyu Hai,
Aye Khuda Agar Wo Mera NaseebNahi To,
Tu Aise Logo Se Phir Hume MilataKyu Hai.
Bina dekhe bina jane tan man bandhe jo
bandhan wahi janamo janam marke juda na ho
meri khushiyo ki tu zanzir nazar ati hai....jidhar
dekhu teri tasavir nazar ati hai....
Main Khush Hoon Ki Mujhe Mera Pyar Mil Gaya,
Kareeb Ghar Ke Hi Mujhe Mera Yaar Mil Gaya,
Karu Kyu Na Naaz Main Apni Kismat Par,
Chand Se Bhi Haseen Mujh Ko Deedar Mil Gaya.
Pyar aa jaata hai aankhon me rone se pehle
har khawab toot jaata hai sone se pehle
ishq hai gunaah yeh to samajh gaye hum
koi rok letta yeh gunah honne se pehle….
Mere Mehboob Ko Jis Din Janab Aap Dekhoge,
Hosh Udh Jayenge Jab Unhe Benaqab Dekhoge,
Noor Par Ek Aftab Dekhoge,
Raat To Raat Rahi Din Mein Bhi Khawab Dekhoge.
ऐसा क्युं होता है........95%.............
जिसे आप हृदय से प्रेम करें.....वही आपको सबसे ज्यादा दुख दे.?
,,
जिसपर आप सबसे ज्यादा विस्वास करें....वही आपका भरोसा तोडें.?
,,
जो आपका सबसे अच्छा मित्र हो...वही आपसे #विस्वास_घात करे.?
जिसे आप संसार में कुछ न समझें.....वही आपको आईना दिखाये.?
,,
ऐसा क्युं होता है.?
aksar jab hum aap ko yaad karte hain
apne rab se yahi faryad karte hain
umar hamari bhi lag jaye aap ko
kuy ki hum aap par khud se jyada aitbar karte hain
Kuch lamhe or tumhara sath chahte hain
Aankho me thami wo barsat chahte hain
Jante hai bahut chahte ho tum bhi magar
Tumari zuban se ek bar izhar chahte hain
Safar Likh De Raasta Hi Likh De
Kisi Manzil Se Mera Wasta Hi Likh De
Aisa Kyu Hai Ki Bemaqsad Jeeye Ja
Rahi Hu Mai
Mere Khuda Meri Kismat Me Koi Hadsa
Hi Likh De..!