Mehek Teri Aaj Bhi Meri Sanso Main
Hai, Har Ek Ada Teri Meri Ankhon
Main Hai, Tu Bhale Mita De Apne
Dil Se Mera Naam, Magar Teri
Jagha Aaj Bhi Mere Dil Main Hai.
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna,
Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna,
Main poch poch haron, so so sawal kar k,
Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna,
Main kisi roz tum ko sada dun,
Aur tum na aao, aisa kabhi na karna,
Tum chaley jao jab bhi to dekhon tumhara rasta,
Tum loat k na aao, Aisa kabhi na karna....!!
Kash Main Muhabbat Na Karti
Yah Hall Mera Kabhi Na Hota
Takdeer Say Pahlay Hi Poch Layti
Baywafaiee Ka Jota Ilzaam Tu Nahi Lagta
Yah Dunya Tu Pather Ki Hai
Agher Shisha Chooh Jay To Toot Jaata Hai
Tarap Yah Esha Ki Dil Say Nahin Jaty
Jan Day Kar Bhi Jan Nahin Jaty
Yah Wo Sahra Hai Jiss Main Agher Koi Khoo Jaiee
Iss Ki Sada Sada Nahin Rahty..ii
Koi Dard Hi Na Ho Mujhe Aisa Bana De
Ya Rab Tu Mujhe Apne Jaisa Bana De
Mayoos Hoti Hu Jab Wo Todte Hain Dil Mera
Mere Seene Me Tu Ek Patthar Ka Dil Laga De...!
Har Pal Har Lamha Teri Yaad Me
Gujarta Hain, Bin Tere Jeene Ko
Ab Na Mera Dil Karta Hain, Mere
Hamdam Meri Becheni To Tu Shabd
Pahna De, Bichhi Hai Palke Raho
Me Meri Manzil Ka Rahi Banja Re!
jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the yaad unhe din rat kiya karte the ab un raho se guzra nahi jata janha baith kar unka intezaar kiya karte the........
मेरी यादों की सुबह से निखर आये हो अब तुम,
मेरे एहसास की गर्मी से संवर आये हो अब तुम,
जो चाहो भुलाना तुम तब भी होगा न ये मुमकिन
इश्क की हद से आगे जो गुजर आये हो अब तुम !
Tujhe dil se kabhi juda nahi hone denge,Tujhe nind bhi aaye to sone nahi denge,Tari muskaan hamen itni pyaari hai.K ham mar bhi gaye to tujhe rone nahi denge