Layega rang zabt-e-fugan dekhte raho
phutegi har kali mein zuban dekhte raho
barpa sar-e-hayat hai ik hashr-e-dar-o-gir
deta hai kon kis ko aman dekhte raho
dam bhar ko aastan-e-tamanna pe hai hujum
jaye bichad ke kon kahan dekhte raho
milane ko hai khamoshi-e-ahal-e-junun ke dad
uthane ko hai zamin se dhuan dekhte raho
mahafil mein un ke shama jali hai ki jan-o-dil
khulata hai kab ye raz-e-nihan dekhte raho
khushboo ki tarah meri saanso m basna ,
lahoo bnke meri rago m behna..!
pyar hota h risto ka anmol gahna ...
isliye meri jaan kabhi mere pyar ko alvida na kahna..!! love you so much s.m. pagal A.k
Nazar Unhe Dekhna Chahe To
Aankhon Ka Kya Kasoor, Har
Waqt Khushbu Unki Aaye To
Saanson Ka Kya Kasoor,
Waise To Sapne Pooch Kar
Nahi Aate, Par Sapne Unke
Aaye To Sapno Ka Kya Kasoor..
Bachpan Ke Din Kitne Acche
Hote The, Tab Dil Nahi Sirf
Khilone Toota Karte The, Ab
Ek Aanshu Gire To Saha Nahi
Jata, Bachpan Me To Dil Bhar
Ke Roya Karte The.
आएँगी खुशियाँ कब बाहें फैलाएँ,
अकेले में हम क्यूँ बत्तियां बुझायें.
कब तलक रहें यूँ तन्हा अकेले,
कब तलक अकेले यूँ ज़िन्दगी बिताएं.
कहीं तो कोई हमारे लिए भी होगा,
उम्मीद में इस कब तक दिल बहलायें.
PAS Aao, Ik Ilteja Sun Lo
Pyar Ha Be-Panah Sun Lo
Ek Tumhi Ko Khud Sa Manga Ha
Jab B Koi Dua Mangi Sun Lo
Ibteda Ishq Ki How Tum Sa
Tum Ko Chahat Ki Inteha Sun Lo
Bin Tere Je Nahi Sakunge Main
Lot Ao Mere Sada Sun Lo
Dekh Lo Zindagi Adhuri Ha
Na Raho Aur Ab JUDA Sun Lo..iii
Na Paas Jaane Deta Hai Na Door UsSe Hone Deta Hai,
Na Dil Se Mere Noor Uskakhone HiDeta Hai.
Na Jaane Kesi Likhi Hai KismatKhuda Ne Meri,
Na Dil Se Muskurane Deta Hai NaKhul Kar Mujhe Rone
Hi Deta Hai.