• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Log Kehte Hain Jise Had Se Jyada Pyaar Karo, Wo Pyaar Ki Kadar Nahi Karta, Par Sach Toh Ye Hai Ki Pyar Ki Kadar Jo Bhi Karta Hai, Use Koi Pyaar Hi Nahi Karta!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uski Muskurati Huyi Aankhen,dil Pe Ja Lagati Hai Bin Bole Sab Kuch Kah Deti Hai, Shayad Main Hi Nahi Samajh Paya,,woh Pyar Tha Ya Kuch Aur... Uski Yaaden Aaj Bhi Jakhm Hare Kar Deti Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat k saray rang Rangon k saray phool Phoolon ki sarii khushboo Khushboo k saray lamhe Lamhon ki sarii chahat Chahat ki sarii khushiyaan aap k liye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ae Rooh Tu Zara Dhire Dhire NikaL, Kahi Us Bekhbar Ko Khabar Na Ho Jaye, Meri ZindaGi Ki Duaa Mangti Hai Wo, Kahi Uski Dua Ka Asar Na Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Log BhooLkar Bhi Bhulaye Nahi Jate, Aitbar Itna Hai Ki Aazmaye Nahi Jate, Ho Jate Hai DiL Me is Tarah SamiL, Ki Unke KhayaL DiL Se Mitaye Nahi Jate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sardar ko sapne me ek ladki ne chappal mari, 2 din tak sardar apne bank nahi gaya, Qnki bank me likha tha.. “Hum aapke sapne ko hakikat me badalte hain”
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jazbaat Mere Kahin Kuchh Khoye Huye Se Hain, Kahu Kaise Who Tumse Thoda Sharmaye Huye Se Hain, Par Aaj Na Rok Saku Ga Jazbato Ko Main Apne Karte Hain Pyar Hum Tumhi Se, Par Ghabraye Huye Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazare Usse Milaau to Wo Sharminda Na Karde, Izahar Karu to Kahin Wo Inkaar Na Karde, Meri Laash ke Paas Na Bithaana Use, Yaaron…, Darr Hai Kahin Wo Chhu Kar Mujhe Zinda Na Karde…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Badi Kashmakash Me Hai Zndgi Apni Thodi Si Rehmat Kar De Aye Khuda Ya To Khwab Na Dikha Ya Un Khwabon Ko Muqammal Kar De..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bewajah Hum Wajah Dhundte Hai Tere Paas Aane Ko, Ye Dil Bekarar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko, Bujhi Nahi Hai Pyaas In Hotho Ki Abhi, Na Jaane Kab Milega Sukoon Mere Paymane Ko..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ♥ Pyar Dariya He Jiska Sahil Nhi Hota ♥ ♥ Har Dil Mohbat K Qabil Nhi Hota ♥ ♥ Rota Wo B He Jo Duba He Pyar Me ♥ OR ♥ Rota Wo B He Jise Pyar Hasil Nhi Hota ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuch likha tha teri yaad mea, Mere aansuo ne mita diya.!!! Dosto se chupaya tha dil ki baat. Mere chre ne sab khuch bata diya. Mera chato ka kiya sila mila. Maine jise dil se chaha.???? Aaj usne mujhe bhoola diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi tum muje kareeb se aa k dekna Aise nahi jara aur paas aa k dekhna, Main tum se kitna pyar karta hoon, Mujhe kabhi seene se laga kar dekna, Main tuje ashko ki kataar me najar aaunga Meri yaad main kabhi aansu baha k dekna, Meri ghazal pad kar bhi tum par asar na ho Toh logo ko meri ghazal suna ke dekhna….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi Mere Khawabon Ko Mehka Gaya Koi Hum Tu Anjanay Raston Pay Chal Rahay Thay Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat karli tumse bahut sochne k baad, Ab kisiko dekna nhi tumhe dekhne k baad, Dunia chod denge tmhe pane k baad, Khuda maff kre itna jhoot bolne KE BAAD
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS