• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Aaz Zindgi Se Jyada Mere Liye Maut Suhanni Hai, Iss Dard Bhari Zindgi Ki Bas Ek Hi Kahani Hai, Jab Bhi Chaha Usey Aansuo Ki Kimat Batana. To Usne Kaha Pagal Ye To Teri Aankho Ka Paani Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nikle Jab Aanshu Uski AankhoSe DiL Karta Hai, Sari Duniya Jala Du Fir Sochta Hu Honge Duniya Me Uske Bhi Apne, Kahi AnjaneMe Use Aur Na Rula Du.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fijao mein mehakti shaam ho tum, Pyaar mein chalakta jaam ho tum, Tumhe dil mein chupaye rakhte hain, Meri zindagi ka dusra naam ho tum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • mohabbat ka hum farz ada karte ha, aap naam pe jaan fida karte ha,aap ko bhool se bhi zakham na aaye kabhi .khoda se hum sirf ye dua karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Ajnabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi Kyun Na Dosh Du Dil-E-Nadan Ko Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi..iio
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Waqt wo lamhe Kuch ajeeb Honge Duniya me hum khush Naseeb honge Door se jab Itna Yaad karte hai aapko Kya Hoga Jab aap humare Kareeb honge?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Aur Maut Se Darta Kaun Hai, Pyar To Ho Jata Hai Ise Karta Kaun Hai, Hum To Kar De Pyar Me Jaan Bhi Qurbaan, Par Pata To Chale Hamse Pyar Karta Kaun Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kismat Pe Aitebar Kis Ko Hai; Mil Jaye Khushi To Inkar Kis Ko Hai; Kuch Apni Bhi Majbooriya Hai Mere Yar; Varna Judai Se Pyar Kis Ko Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इसी कशमकश में सारी रात निकल जाती है..... कि उनकी याद अच्छी है या उनके ख्वाब अच्छे हैं .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Kiya Hai To Nibhayenge Ham Pehle, Musibat Ayi To Hath Badhayenge Ham Pehle, Jindagi To Jilenge Sath Main, Par Maut Aai To Marjaenge Ham Pehle. Promiss sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch rishte anjaane me ho jate hain, Pehle dil fir zindgi se jud jate hain, Kehte hain us daur ko dosti jisme, Dil se dil na jaane kab mil jate hain !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi, Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi, Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai, Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fursat Kise Hai Zakhmo Ko SehlaneKi, Nigahe Badal Gayi Apne Begano Ki, Hum-Safar Hi Saath Chhod Gaya, Ab Tamanna Na Rahi Aashiyana Banane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nighaon me tum humko bsa lo, Dil ke pass tum humko hi bitha lo, Pyar itna kro ki hum bhool jaaye sbko, Tum hamari wafa ki tasveer hi aapne dil mein bna lo, Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Mera Bhi To Ho Sath Nibhane Ke Liye, Mujhe Mange Khuda Se Apna Banane Ke Liye, Mere Aansu Meri Palko Se Churane Ke Liye, Bas Aisa Koi Chaiye Zindagi Bitane Ke Liye.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishta Nibhao Hamesha Muskura Kar, Kisi Ko Dhoka Mat Do Apna Bana Kar, Karlo Baate Jab Tak Zinda Hain Fir Na Kehna Chale Gaye Dil Me Yaadein Basa Kar..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Udas tujhe dekhne se phele ye ankhe na rahe.. kafa ho tu mujhse to ye sanse na rahe.. agr gum hi du tujhe to teri zindgi mai hum kya humari yadein bhi na rahe..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS