• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Apne Ankho K Ansu Mere Nam Kar Do; Apna Har Ghum Mere Nam Kar Do; Barso Se Teri Chahat Basi Hai Dil Me; Apne Is Janam Ka Sath Tum Mujhe Daan Kardo!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere hath ki kash main wo Lakeer ban jaun,, Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jaun,, Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rishta,, Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun,, Tu Aankhain band kare to Aaun main hi nazar,, Is tarah main tere har khuwab ki taabeer ban jaun..;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Batane ko jo bekarar hai wo bat batane do jara, Mohabbat ka ikrar hume karne do jara, Rakhenege tumhe apni jindgi apni jaan bana kar Bas pyar ka izhaar karne do jara.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sans Lene Se B Teri Yad Ati Hai; Har Sans Me Khushboo Teri Bas Jati Hai; Kaise Kaho K Sans Se Mai Hu Zindag; Jab K Sans Se Pehle Teri Yad Ati Hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hoti Nahi Hai Mohabbat Surat Se, Mohabbat To Dilse Hoti Hai, Surat Unki Khud-B-khud Lagti Hai Pyari, Kadar Jinki Dil Mein Hoti H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Duniya Ki Bheed Mein Is Kadar Kho Jaunga, Bebas Dhundhegi Teri Aankhein Mujhe, Par Main Najar Nahi Aaunga, Kuchh Yadein Tum Samet Lena Apne Aanchal Mein, Kuch Yadein Lekar Mai Gujar Jaungaa!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dete ho kyo dard bas hami ko. kya samjhoge tum in ankho ki nami ko. yu to honge lakho diwane chand ke. kya mahsus karega wo ek tare ki kami ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishto Ka Dhaga Itna Kacha Nahi Hota Kisi ka Dil Todna A6a Nahi Hota Pyar To Dil Ki Aawaz Hai Kon Kehta Hai Ek Taraf Ka Pyar Sacha Nahi Hota...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab koyi itna khaas ban jaaye, Uske bare me hi sochna ehsaas ban jaye To mang lena khuda se use zindagi k liye, Isse pahle k wo kisi aur ki saans ban jaaye. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya kahun tum se main ke kya hai ishq,Jaan ka rog hai, bala hai ishq,Ishq hi, ishq hai jahaan dekho, Saare aalam mein bhar raha hai ishq, Ishq maashuq ishq aashiq hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "love" ka koi rang nhi fir bhi wo rangin he. "love" ka koi chehra nahi fir ahi wo hasin he. "love" ka koi ghar nahi kyoki wo to apake or hmare dil me he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Duniya mein sab begane hain, Jise hum chahte hai woh auron ke Deewanay hain, Guzre kal ki yahi kahani hain, Kuch khud baraad hue kuch unki meharbaani hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum ko to JAAN se pyara bana liya DIL ka sukon ankh ka TARA bana liya Ab tum sath do ya na do ye tumhri MARZI Hum ne to tumhe zindgi ka SAHARA bana liya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho se Ankhe milaya to Sapna ho gaya . Honton se hansi milaya to Muskaan ban gaya . . Itni Pagal The Ham teri Pyar me Ki .. jab Dil Se Dil Milaya to Tazmahal Ho Gaya . . .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ho Sake Toh Hamari Yaad Saath Rakhna, Dosti Ka Itna To Ehsaas Rakhna, Apki Duao Se Milegi Khushiya Mujhe, Ye Soch Ke Har Dua Me Mujhe Yaad Rakna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aai Dost Mai Aapko Yaad Karta Hu, Aapse Milene Ki Fariyaad Karta Hu, Mujhe To Pata Nahi Par Kahte Hai Ghar Wale Nind Me Bhi Aapko Yaad Karta Hu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishte Banaane Ke Liye Bas Ek Pal Chahiye.. Par Unhe Nibhaane Ke Liye Ek Dil Chahiye.. Khelta To Sagar Bhi Hai Lehro Se.. Par Unhe Thaamne Ke Liye Bhi Ek Saahil Chahiye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS