• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • रात गुम सुम है मगर खामोश नही, कैसे कह दूँ आज फिर होश नही, ऐसे डूबा हूँ तेरी आँखों की गहराई में, हाथ में जाम है मगर पीने का होश नही
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mai nhi janta tu meri kismat me hai bhi ya nhi... Tu meri Taqat bhi hai aur meri kamjori bhi , Tu mera pyar bhi hai aur meri nafrat bhi .... Ajeeb hai ki tu hoke bhi nahi hai, Tu meri khushi bhi hai aur meri udasi ka karan bhi....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Chahat Ko Chahe Musibat Kehna, Apni Nazar Ko Mere Liye Nafrat Kehna, Par Akele Me Jab Ansoo Bhari Aankhe Meri Yaad Dilaye, To Jaan Use Meri Mohabbat Kehna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chupke Se Chand Ki Roshni Aap Ki Ho Jaye, Dheere Se Hawa Aap Ko Kuch Kahe Jaye, Dil Me Jo Hai Use Mang Lo Rab Se, Hum Dua Karenge Ki Aap Ki Her Chahat Puri Ho Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pehli Mohabbat Thi Meri Hum Jaan Na Sake, Pyar Kya Hota Hain Wo Pehchan Na Sake, Humne Unhe Dil Mein Basaya Hain Iss Kadar Ki, Jab Bhi Chaha Dil Se Hum Unhe Nikal Na Sake. bindass chhotan chandra
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dhadakte Dil k fasane bohath hai.... Zindagi zine k bahane bohat hai.... Aap sada yun hi muskurate rahien.... Aap ke muskurahat k dewane bohat hai..... .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gham mein hasne walon ko kabhi rulaya nahi jata, Lehron se pani ko hataya nahi jata, Hone wale ho jate hain khudhi dil se apne sweet Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabat To Har Koi Karta Hai Bus Hamne Bhi Karli Par Hame Kiya Pata Tha Ki Mohabat Har Kisi Ke Kismat Me Nahi Hoti Aj Bhi Intjar Hai Us Mohabat Ka Jiska Hamne Kiya Hai Warso Intjar..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum To Sirf Apki Bat Kiya Karte Hai; Har Dhadkan Pe Apka Nam Liya Karte Hai; Ap To Hame Jan Se Pyare Ho; Tabhi To Apko Waqt Ba Waqt Yad Kiya Karte Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj ek dheemi si aahat hai is dil mein.. Shayad koi adhuri si chahat hai is dil mein.. Kya karun main kahan jaaun.. Badi khalbali si hai aaj is dil mein.. Koi apna hota toh bin kahe he samjh leta, Ab kis ko btaun ke kya hain is dil mein..?? Bhule bethe hai wo log bhi jine apna samjhta hoon Kbhi mile to dil cheer ke dikhau ke kya hai is dil me?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kabhi dost kehte ho, kabhi dua dete ho, kabhi bewaqt need se jaga ete ho.. par jab yaad karte ho sweet khuda ki kasam - zindagi ke sare ghum bhula dete ho .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar jab tumse milti hain, Mein khud ko bhool jata hu. Bus ik dharkan dharakti hai Mein khud ko bhool jata hu. Tumhe milne se pehle mein Bohat sajta sanwarta hoon. Magar jab tum sanwarti ho Main khud ko bhool jata hu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इस दिल को अगर तेरा एहसास नही होता, तो दूर रहकर भी यूँ तू पास नही होता, इस दिल मे तेरी चाहत कुछ ऎसी बसा ली है, एक लम्हा भी तुझ बिन कुछ खास नही होता…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Banke Aznbi Mile The Zindgi K Safar Me In Yado K Lamhe Kabhi Mitayenge Nhi Agr Yad Rakhna Fitrt H Apki sweet To Wada Rha Hm B Apko Bhulaenge Nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • A Gayi Na Phir ? . . . . . . Tumhain Neend. . . !!! . . . . Ajeeb Shakhs Ho Mohabat Bhi Krte Ho...!!! Araam bhi...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jaane Kis Shaks Ka Intezaar Hume Aaj Bhi Hai.... Sukoon To Bahot Hai Par Dil Bekarar Aaj Bhi Hai... Tumne Hume Nafraton K Siva Kuch Nahi Diya Lekin... Hume Tumhari Nafraton Se Pyar Aaj Bhi Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Pyara Sach: “Jo Insaan Har Waqt Sabki Khushi Chahta hai, Sabke Bare Me Achha Sochta hai, Sabki Care Karta hai . . . Wohi Insaan.. . . . . Zindagi Me Hamesha Akela Reh Jata hai :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Subah Ko Tum Roshni Dedo, Meri Shaamo Ko Tum Chandni Dedo, Mangti Hu Tumse Main Apni Zindagi, Bas Apne Kadmo Mein Mujhe Panaah Dedo. Meri <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki Iss Dillagi Mein Ham Apna Dil Kho Baithe, Kal Tak Uss Khuda Ke The Jo Aaj Apke Ho Baithe, Suna To Tha Pyaar Deewana Kar Deta Hai, Karke Jo Dekha Khud To Ham Bhi Hosh Kho Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS