Safar Tweel Tha Mera Rafeq Koi Na Tha
Mera Ye Dukh K Dukhon Main Shrek Koi Na Tha
Us Ki Yaad Ko Bna Leta Hon Hamsafar Apna
Mere Sath Jab Koi Hamsafar Nahi Hota
Wo Aaye The ZinDagi me Us din,
Jab Na thA ZinDagi Me Koi,
ZinDagi Me Rang The,
Wo HumAre Sang ThE,
PyAr ki NeeV tOhh aBhi HumNe Boi hi Thi,
HumNe UnPe abhi Haq JamAna shuRu hi kiyaa thaa,
Aur UnhOne bol diYa ki
Ap humAre koi nhiiiiii ......
Tumhari Zindagi Ka Ek Asool
Ban Jaon, Suna Hai Rait Pai
Chal K Tum Mehak Jatay Ho,
Kaho To Ab Ki Bar Zameen Ki
Dhool Ban Jaon, Bohat Nayab
Hoty Hain Jinhain Tum Apna
Kehty Ho, Ijazat Do K Main
hi Iss Qdar Anmool Ban Jaon.
Nigahon Mein Aur Koyi Dosti Ke
Kaabil Na Raha, Is Kinaare Ka
Aur Koyi Saahil Na Raha, Chaand
Jaisa Dost Mila Hume Zameen
Par, Aasma Ka Chaand Bhi
Ab Deedar Ke Kaabil Nahi Raha.
इस जिन्दगी की आरजू यही है यही है
साधना, आराधना, मिलना और बिछड़ना।
मैं न कांच हूं, न पत्थर, न कोई कांटा
सादगी अपनी बन्दगी है, नाजुक भावना।
जान से ज्यादा चाहते हैं हम आपको
हर खुशी से बढ़कर है मेरी तेरी चाहना।
सोचता हूं कैसे मैं तेरी मांग सजाऊं
तुम कुमारी महलों की दुश्मन है जमाना।
Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak
Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak
Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya
Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak
Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se
Ye hum Kabi na Seh Payein Gey
Ek bar keh Dena humse k Zarorat Nhi Ab Tumhari
Hum Tumhari Duniya se Hans k Chalay Jaein Gey.
Ghazal Lovers K Liye ♡
Jalte honton pe tabassum jo
machalta hai kabhi,
Zakhm dhul jaate hain sawan jo
barasta hai kabhi, ♡
Main ne sochon mein taraashe
hain khad-o-khaal tere,
Mere baare mein bata tu ne bhi
socha hai kabhi..?? ♡
Chardte suraj se kabhi tu ne
milayi hai nazar,
Tu ne kirno ki taraf gaur se
dekha hai kabhi..?? ♡
Log kahte hain ke patthar mein
khilte hain ummidon ke Gulab,
Yun bhi mumkin hai bata aisa bhi
hota hai kabhi..?? ♡
Tu ne samjha tha ke wo laut ke
ajaaye ga
Aankh se bichrda hua ashk bhi lauta
hai kabhi...?? ♡
Aap Ka Taaluq Mere Liye Ek
Tohfa Hai Khuda Ka, Jo Kabi
Na Toote Wo Rishta Hai Wafa
Ka, Hum Aap Ko Kabi Bhool
Na Sakenge Qki, Aap Se Rishta
Hai Aisa Jaise Haath Aur Dua Ka Sagarr Se7en575
Pyar ka matlab ye nahi hota ki,
Aapki koi Girl/Boy friend ho,
Pyar ka matlab ye hota ha ki,
Koi SPECIAL ho jiski aap fikar kare,
Aur jise aapki fikar ho...
Hum Bhi Karenge Tumhe Bhulane Ki Koshish,
Ho Sake To Tum Bhi Hume Yaad Mat Karna,
Hum To Hue Hain Barbad Tumhari Khatir,
Par Tum Aur Kisi Ko Is Tarah Barbad Mat Karna..!
Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Siwa Tere;
Mujhe Kisi Ki Zarurat Nahi Siwa Tere
Meri Nazar Ko Thi Talash Jiski Barso Se;
Kisi K Pas Wo Surat Nahi Siwa Tere
Jo Mere Dil Meri Zindagi Se Khel Sake;
Kisi Ko Itni Ijazat Nahi Siwa Tere...