• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Andhoro ke jaan hai tu.... Fulloo se bhi khub surat hai wo.... Chand se bhi chamakta hai wo.... Mere inn ankho ke noor hai tu.... Short mai keheta hun Mere pyar ke pechan hai tu....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kyon daren ki zindagi mein kya hoga.. har waqt kyon sochen ki bura hoga.. Badhte rahen manzilon ki aor hum.. Kuchh na bhi mila toh kya tazurba toh naya hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ham Ne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehkti Khusbo Hath Se Cho Kar Isay Rishton Ka Ilzam Na Do Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Pyar Koi Bol Nahi, Pyar Awaz Nahi Ik Khusbu Hai Ke Sansoon Main Rachi Rehti Hai Na Ye Rukti Hai Na Jalti Hai Na Thehrti Hai Khain Noor Ki Bond Hai Sadiyon Se Baha Karti Hai Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mujhe jab bhi tumhari yaad aati hai. Mere honto par ek hi fariyaad aati hai. Khuda tumko zindagi me har khushi de. Kyonki hamari khushi toh ke aapki khushi ke baad aati hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आपकी याद मेरी जान है, शायद इस हकीकत से आप अंजान है, मुझे खुद नही पता की मेरा वजूद क्या है, शायद आपका प्यार ही मेरी पहचान है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unhe Kaise Bhula Sakte Hai hum . Jinki Ek muskarhat Pe Marte the hum ,,,,, @@ . Kaise Kare hum Unhe Khud Se Juda . . Unki Awaaj Se Bhi Behad Pyaar Karte Hai hum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Fiiza par to asar hawao ka hota hai, Mohabbat par to asar yadaao ka hota hai, Koi aise hi kissi ka diwana nahi hota kuch kasoor to nigaho ka bhi hota hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazro Se Nazre Milakar Chal Diye; Wo Husn-e-noor Ka Jam Pilakar Chal Diye; Pucha Humne Chand Nikalta Hai Kaise; To Chehre Se Zulfe Hata K Chal Diye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost they, AASHIQ BANAYA Aap ne
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye bhi ek Dua Mangi H Khuda se, Kisi Ka dil na dukhe meri wajah se. Ae khuda kar de kuch aisi Inaayat mujhPe Ki kuch khushiya mile Sabko meri wajah se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Mohabbat Hai Wo, Koyi Majboori Toh Nahi, Woh Mujhe Chahe, Ya Mil Jaye, Zaroori To Nahi, Ye Kya Kam Hai Ki Basa Hai Wo Meri Saanson Me Woh Samne Ho Meri Aankhon Ke Zaroori To Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Kabhi Humara Dard Na Samjhe, Phir Bhi Hum Unke Humdard Bante Rahe, Aisi Diwangi Thi Ki Kanto Se Hum Gujre, Mgr Unke Liye PhooL Chunte Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Bhi Insaan Pe Yu Aitbar Mat Karna, Tod Denge Tumhara Dil Kabhi Izhar Mat Karna, Mar Jana Kisi Dost Ke Dosti Pe. . . Par Bhool Ke Bhi Kisi Se Pyar Mat Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kuchh pal tere sath na tha mujhe to bewafa na samjh rahi hai meri kuchh majbur me pyaar ko tu..............! kisi gair ka na samjh
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मुश्किल वक्त आना भी जरुरी है, क्योँकि तभी पता चलता है की हाथ छोड़कर कौन जाता है, और हाथ पकड़कर कौन साथ देता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo firaq aur wo visal kahan wo shab-o-roz-o-mah-o-sal kahan fursat-e-karobar-e-shauq kise zauq-e-nazzara-e-jamal kahan dil to dil wo dimag bhi na raha shor-e-sauda-e-khat-o-khal kahan thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab wo rannai-e-khayal kahan aisa aasan nahi lahu rona dil mein taqat jigar mein hal kahan hum se chuta qimarkhana-e-ishq van jo jayen girah mein mal kahan fikr-e-duniya mein sar khapata hun main kahan aur ye vabal kahan muzamahil ho gaye quva ‘ghalib’ wo anasir mein aitadal kahan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi, Jab Unki Nigahe Hamari Nigahon Ke Saath Hogi, Bethe Hain Hum Us Raat Ke Intezar Me, Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Mere Hontho Ke Saath Hogi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS