• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jis Kisi Ko Bhi Chaho Woh Bewafa Ho Jaata Hai, Sar Agar Jhukaao Toh Sanam Khuda Ho Jata Hai, Jab Talak Kaam Aate Raho Humsafar Kehlate Raho, Kaam Nikal Jaane Par Humsafar Koi Doosra Ho Jaata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Taras gaye aap ke deedar ko, Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hain, Hmse khusnaseeb to apke ghr ka aaina h Jo har roz apke husn ka deedar karta hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bina Bataye Jane Kyu Usne Duri Kardi, Bichad Kr Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi, Mere Muqaddar Me Ghum Aye To Kya Hua, Khuda Ne Uski Khwahish To Puri Kardi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ko Mila Sakoon Koi Hume Yaad To Karta Hai.. Yaad Na Sahi Faryaad To Karta Hai.. Ankho Ne Dhoond Liya Hai Aisa Dost.. Jo Baat Na Sahi Sms To Karta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • “Aj ki Achi bat’ “Dua apne lye mangna ibadat he. Or, Dua dusron k lye mangna khidmat hy. Ibadat se jannat milti hy Or Khidmat se KHUDA milta hy.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • aaj bhegi hai palke kisi ki yaad me aakash bhi simat gaya hai apne aap me ous ki boonde aise giri hai zameen par mano chand bhi roya ho kisi ki yaad me
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • wo zamana bhi ek zamana tha. jab kisi ka dil mere liye diwana tha. meri kismat mein likhi thi judaai unki. unka rooth jana to ek bahana tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Acha hota jo aapse pyar na hua hota, Chain se rehte ham jo aapka didar na hua hota, Hum kabke pahuch chuke hote apni manzil par, Agar bewafa tujh par aitbaar na hua hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jis Din Se Juda Wo Humse Hue, Iss Dil Ne Dhadakna Chod Diya, Hai Chand Ka Mooh Utra Utra, Taaron Ne Chamakna Chod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ab kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaaye, Jab kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaaye.... Bemisaal pyar kehte hain use, Jab kisi ki saansein kisi ki jaan ban jaaye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaun Kehta Hai Uske Bina Main Mar Jaunga,Dariya Hu Sagar Mei Utar Jaunga,Wo Taras Jayegi Pyar Ki Ek Boond Ke Liye,Main To Badal Hu Kisi Aur Pe Baras Jaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye barhami ki naz-e-iltifat ke bad hum ko maut ka paigam hai hayat ke bad ye kufr-o-din ka fasana ye zikr-e-dair-o-haram aziz hai magar un ke tuvajjihat ke bad ??? pe ashk-e-alam dil mein pas-e-zabt-e-fugan jo hum hanse to bhi kitne takallufat ke bad ab aur hadase kya pesh aayenge ae dil hamari un ke muhabbat ke hadasat ke bad hum ahal-e-hijr ko lutf-e-sahar nasib kahan yahan to raat hi aayi hamesha raat ke bad kabhi karam hi karam tha aur ab sitam bhi nahi tagaful aur phir itni tavajjuhat ke bad bajuz tere koi mauzu-e-zindagi hi nahi ajeeb hal hai tark-e-ta’alluqat ke bad agar ho sidq to aasaniyan bhi hoti hain ‘shamim’ rah-e-muhabbat ke mushkilat ke bad
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye khusboo ye hawa apke naam kardi, Mausam ki har ek ada apke nam kardi, Dil ne chaha aaj kuch khas tohfa de apko, To dil se nikli har dua Apke naam krdi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humko to har pal tumhari yaad satati hai Par tumhe hamari yaad kyon nahi aati hai Yh dil aaj bechain hai kitna Samundar me Lehron ka bahav hai jitna,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo mile use pyar karo its a compromise jise pyar karo vo mil jaye its a success Or jo n milne wala ye jante hue b sirf use hi pyar kRo true LOVE.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Behis Hain Yahan Log Bhla Socha Ke Karna Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ap ko chaheyai umar sar honai tak kon jeta hai tere zolfo k sar honai tak ham nai mana k tawafulna karogai laiken khak ho jayai gai tum ko khabar honai tak
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS