Kya Mangu Khuda Se Ek Tujh Ko Paane Ke Baad,
Kiska Karu Intezaar Ek Tere Aane Ke Baad,
Kyu Luta Dete Hai Log Jaan Bhi Pyaar Mein,
Ye Maloom Hua Tujhe Apna Banane Ke Baad.
Koi Ilzam Lga Kr To Saza Di Hoti
Phir Meri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti
Itni Nafrat Thi To Pyar Se Dekha Kioun Tha
Mjhe Pehle Hi Meri Okat Bata Di Hoti
...
Dekh Kar Zakham Mere Ankhain Chura Li Tu ne
Poch Kar Kuch To Zakhmon Ki Dawa Di Hoti
So Jata Main B Chain Se Jana
Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ki Hawa Di Hoti
Zindagi Apni B Chain Se Guzar Jani Thi
K tuNe Agar Pyar Se Dil Main Jaga Di Hoti..
By - Silent love.
Ye Dil tere liye beqarar aaj bhi hai,
Meri aankh ko tera intizar aaj bhi hai,
Tu aayegi ye umeed hai mujhe
Tujh ko pane k liye ye tera deewana aaj bhi hai.iii
तेरे हाथ की काश मैं वो लकीर बन जाऊं,
काश मैं तेरा मुक़द्दर तेरी तक़दीर बन जाऊं.
. मैं तुम्हें इतना चाहूँ कि तुम भूल जाओ हर रिश्ता
, सिर्फ मैं ही तुम्हारे हर रिश्ते की तस्वीर बन जाऊं.
. तुम आँखें बंद करो तो आऊं मैं ही नज़र,
इस तरह मैं तुम्हारे हर ख्वाब की ताबीर बन जाऊं.
In Aakhon Mein Jo Tasveer Hai Wo Teri Hai,
Dil Ki Har # Dhadkan Bas Teri Hai
Nahi Chahiye Saare Jahan Ki Khushiyan Mujhe,
Khuda Kare Tujhe Mil Jaayein,
Wo Saari Khushiyan Jo Meri Hai
Ek Ladki Sirf Itna Hi Chahti Hai ..
Ki Koi Usse Itna Pyaar Kare Jitna
Kisi Ne Kisi Se Na Kiya Ho
Bas Aur Kuch Nahi Chahiye Hota Ek
Ladki Ko Jeene Ke Liye..
~~Rab Ne Bana Di Jodi~~
Msg Wo Nhi Jo Hmesa Naye Type Me
Aye! Mera To Bhejne Ka Ek Hi
Matlab Hai, Jinko Hum Bheje Wo
Hmara Nam Dekh Ke Ek Bar Muskraye
Or Kahe Ki Pagal Ne Yad To Kiya.
Khuda Usey Ek Pal Ke Liye Mera Bana De
Kitna Chahta Hoon Usey Koi Yeh Bata De
Har Pal Dekhu Bas Sapne Usi Ke
Na Jaagun Neend Se Kabhi Khuda
Mujhe Aisi Neend Sula De...iii