Kajal Ban K Teri Ankho Me Samane Ki Tamanna Hai;
Marham Ban K Tere Dard Mitane Ki Tamanna Hai;
Yu To Hasil Hai Zindagi Ki Har Cheez Mujhe;
Sirf Ek Bar Tujhe Apne Humsafar K Roop Me Pane Ki Tamanna Hai!!!
Humne To Ishq Ka Izhar Nahi Kiya, Is Dil Ko Itna Bekraar Nahi Kiya, Bas Aankhon Main Tere Sapne Sajaye Rakhe Hai, Kabhi Apne Honthon Se Izhar Nahi Kiya.
कोई पास होता है कोई फेल होता है,
कोई पास रह के भी दूर रहता है,
तो कोई दूर रहके भी नजदीक होता है,
सोचा था किसी को ये Massages ना भेजु,
पर क्या करे...... हर १ फ्रेंड जरुरी होता है……
Pyar ki ghadi mein kabhi "Petrol"
nahi hota.
Pyar ke safar mein kabhi
"Punchar" nahi hota.
Pyar to wo ghadi hai,
Jisme tisra koi "Passenger" nahi
hota...!
Mushkil is dunia me kuch bhi nahi,
phir bhi log apne irade tod dete hai,
agar sacche dil se mango kuch,
to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai….
Chandu
Unki Nigahe Kya KamaaL Karti Hai,
Kabhi Haqiqat To Kabhi Afsane Baya Karti Hai,
Tham Si Jati Hai Us Pal Dhadkane,
Jab Unki Jhuki Palke Mohbat Ka Izhaar Karti Hai.
Ishque Hai To Ishque Ka Izhar Hona Chahiye
Aap Ko Bhi Chehre Se Bihamr Hona Chahiye,
Apni Yaado Se Kaho Ek Din Ki Chhutti De Mujhe
Ishque K Hisse Me Bhi Aetwar Hona Chahiye,