• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • In Ankho Se Sapne Churaya, Na Kero Humari Dosti Ko Azmaya Na Karo, Tumhari Ek Hasi Meri Dil Ki Dhadkan Hai Unhe Yu Na Ansuo Mein Gavaya Karo.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Taras gaye aap ke deedar ko, Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hain, Hmse khusnaseeb to apke ghr ka aaina h Jo har roz apke husn ka deedar karta hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ehsaas Ke Daman Me Aansu Gira Kar Dekho, Pyar Kitna Sacha Hai Aazma Kar Dekho, Pyar Ko Bhool Kar Kya Hogi Dil Ki Halat, Kisi Aaine Ko Zami Pe Gira Kar Dekho..
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Chup Bhi Rehkar Dekho, Kabhi Aanshu Bhi Pikar Dekho, Roshni Nahi Humesha Sath Rehti, Kabhi Andhero Ko Bhi Humsafar Bana Kar Dekho.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koyi aa kar mera hath thaam le Mujhe tanhaiyo se darr lagta hai Koyi apna keh kar mera naam le Mujhe harjaiyon se darr lgta hai, Sama jaaye mere wajood mein, Mujhe judaiyo se darr lagta hain Mohabbat me, main dub jau magar Mujhe gehraiyon se darr lagta hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yu To Hum Kisi Ka Pichha Kiya Nahi Karte, Dard E Dil Liya Diya Nahi Karte. Ye Pyara Sa Rishta Sirf Aapse Hai, Warna Inte Msg Kisi Ko Kiya Nahi Karte.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi, Jab Unki Nigahe Hamari Nigahon Ke Saath Hogi, Bethe Hain Hum Us Raat Ke Intezar Me, Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Mere Hontho Ke Saath Hogi..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Agar Log Sirf Jarurat Pe Aapko Yaad Karte Hai, To Bura Mat Maniye, Garv Mehsus Kare, ‘Kyuki Aap 1 Roshni Ki Tarah Tab Yaad Aate Ho Jab Andhera Hota Hai..’ By - Silent love.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Matlab: Ek Pyaara sa dil, Jo kabhi nafrat nahi karta.. Ek Mushkurahat, Jo feeki nahi padti.. Ek Ehsas, Jo kabhi dukh nahi deta & Ek Rishta, Jo kabhi katham nahi hota!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazm: Maghror December Mera Dard December Tha Kitna Sard December Tha Aansoaon Ki Barish Mein Jal Thal December Tha Chinaron Kay Shehr Mein Shokh o Chanchal December Tha Muhabat Bhari Ratoon Mein Kitna Pagal December Tha Jab Hum Milay Thay SUna Masroor December Tha Saal Ki Akheri Shab Bara Magror December Tha Poet Raja Kashif janjua
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • jis din hamari sanse tham jaye ush din apk ankho me nami chaye ya na chaye.. par khuda se dua hai ki jis din apke ankho me nami cha jaye..ush din hamari sanse tham jaye
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Andherii Raat K Lamhey … Tamam Hone Tak Tujhy Hi Sochon Main Subha Se Sham Hone Tak Mein Aisa Jism Hon … K Jis Ki Rooh Bhi Tum Ho Adhoori Zaat Hon Main … Tere Naam Hone Tak Teri Awaaz Sun Na Loon … To Dil Nahi Lagta Tarapta Hon Main Tujh Se Hum’kalam Hone Tak Ishq Ki Aag … Jo Seenay Mein Laga Betha Hoon Sulagti Rehti Hai … Neenden Haram Hone Tak
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Taro Ki Bhi Kuch Kahani Hogi, Antrishk Ki Duniya Bhi Kitni Suhani Hogi, Aise Hi Nahi Hai Aashman Ki Sundarta, Jarur Wo Bhi Kisi Ke Pyar Ki Nishani Hogi
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Yaadon Se Apne Dil Ko Jala Lete Hain.. Shayari Bana Kar Tujhe Gunguna Lete Hain Kuch Log Zamane Me Bewafa Hote Hain.. Naam Tera Un Logo Me Likhwa Lete Hain Humse Kehte Hain Log Ki Bhul Jaye Tujhe.. Par Hum To Deewani Hai Ishq Nibha Lete Hain..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap ke aane se zindagi kitni khoobsurat hai, Dil me basi aap ki hi surat hai, Door jaana nahi hamse, hume har kadam par aap ki jarurat hai.!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har dil tumhe chahne wala ho, Har dost dosti nibhane wala ho. Aapki aankho se jab bhi gire aansu, Pochche wahi jo aapko apne se zyada chahne wala ho.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rishto Ka Dhaga Itna Kachcha Nahi Hota, Kisika Dil Todna Achcha Nahi Hota, Pyar To Dil Ki Avaz Hai, Kon Kahta He Ek Taraf Ka Pyar Sachcha Nahi Hota.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • A true line said by true lover... Mat sona kisi bhi sweet heart ki god me sar rakh k.. Jab ye bichadte hai to Resham k takiye pr B neend nahi aati
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS