• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • zindgi nahi hame dosti se pyari, dosti pe hajir h jan hamari, aankhon main hmari aansu h to kya.... jaan se bhi pyari h.... muskan tumhari
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Log Jise Nind Kahte Hai, Na Jane O Kya Chiz Hoti Hai. Ankho Ko To Mai Bhi Band Karte Hu, Par Ye To Unse Milne Ki Tarkib Hoti Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum he MISS karna meri HÖBBY Tum hara KHYAL rakhna meri JÖB Tum he KHUSH rakhna mera DREAM Tum hare liye DUA karna meri DUTY & Tum ko TANG karna MERA PYAR...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Veeran Bohat Hon Vasal Se Tashkeel Kar Mujhe, To Mujhse Pyar Kar Zara Tabdeel Kar Mujhe, Sehra Ki Tapti Rait Se Aa Kar Mujhe Bacha, To Thande Meethe Pani Ki Jheel Kar Mujhe, Ho Jaye Na Kharab Kaheen Meri Aadatain, Har Hukm Par Na Is Tarha Taameel Kar Mujhe, Ab Is Tarha Say Mujhko Adhura Na Chorr Tu, Main Hoon Tera Wada To Ab Takmeel Kar Mujhe, Choh Kar Mera Wajood Tajalli Si Bakhsh De, Main Ek Andheri Raat Hon Qandeel Kar Mujhe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • I Want A Relationship Where We Talk Like Friends Play Like Kids Argue Like Husband & Wife And Protect Each Other Like Siblings...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Se Maine Ek Duaa Mangi, Duaa Mein Apni Maut Maangi, Phir Khuda Ne Kaha Maut To Mai Tuje De Du, Par Usse Kya Doon Jisne Teri Lambi Umar Maangi...!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab hogi humari aash puri , Kb milegi humare pyaar ko manjuri, Us din tk intejaar rhega hume, Jb is duniya me ho jayegi humari saans puri......‪#‎Prayashu
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Dil Na Jaane Kya Kar Baitha, Poche Bina Mujhse Ye Faisla Kar Baitha, Is Zamaane Par Toota Sitaara Tak Nhi Girta, Aur Ye Pagal Dil Chand Se Pyar Kar Baitha.!!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humne Tujhe Apne Dil Me Saza Kar Rakha Tha Na Jane Tu Mujhse Door Kaise Chali Gai Ab To Dua H Us Khuda Se Ki Bo Hume Is Duniya Me Na To Sahi, Us Duniya Me To Milaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chale Mera Bas To Teri Adayein Khareed Lu, Jeene Ke Waste Teri Saari Wafaye Khareed Lu, Kar Sake Jo Aankhe Har Waqt Deedar Tera, Sab Kuch Luta Ke Main Wo Nigahein Khareed Lu.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj zarurat hai jiski wo paas nahi hai Ab unke dil me wo ehsas nahi hai Tadapte hai do pal baat karne ko Shayad ab waqt hamare liye unke pass nahi hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ro Ke Bhi Sab Ko Hasana Sikh Liya, Dil Ka Drd Dil Me Chupana Sikh Liya, Nafrat Pake Do Dilo Ko Milana Sikh Liya, Zindgi Me Maut Ko Maine Pana Sikh Liya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dam Aksar Parsayi Ka Bhart Hai, Haira Hu Ki Dil Mera Yeh Kya Karta Hai, Khauf Isko Gunah Se Nahi Hai Lekin, Iljame-Gunah Se Bahut Darta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khusi aapke liye …gum mere liye Zindagai aapke liye …mout mere liye Muskurana aap ke liye…ansu mere liye Sab kuchh aap liye…aap mere liye…
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kahile bhetnuhunchha malai yo samjhi rahechhu ma tapaiko sancho mitratama mari rahanchhu ma bhai na halun pagal ma, darai rahanchhu ma ke garnu tapailai mish jo yati garchhu ma
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Juda hony k mosam me juda hona zrori tha, Najany q kisi ka bewfa hona zruri tha, Mere dil ne jo is ko poojany ki intha kr di, To phir us bewafa ka be Khuda hona zruri tha, Kisi se koi b shikwa na koi b shakyat ha, Jo mery sath chaht mein huwa hona zruri tha, Bht nazdek thay dil is liye ab dooriyan b hain, Dilon k dermiyan kuch fasla hona zrori tha, Usy b drd deny ka bht he shok tha “Wasi”, Hmy b dArd o gham sy ashna hona zrori tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुझे मुहब्बत करना नहीं आता …… मुझे मुहब्बत के सिवा कुछ और नहीं आता …. ज़िन्दगी गुजारने के बस दो ही तरीके हैं …. एक तुझे नहीं आता .. और एक मुझे नहीं आता ..
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS