• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • IS Shehar K Badal Teri Zulfon Ki Tarha Hai, Ye Aag Lagate Hai Bujhane Nahi Aate, Tum Bhi Ghairo Ki Ada Seekh Gaye Ho, Aate Hai Magar Dil Ko Dukhane Nahi Aate..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Main, Sawaalon Se Ghira Ek Jawaab Hu Main, Jo Na Samajh Sake Unke Liye Kaun, Jo Samajhe Unke Liye Ek Kitaab Hu Main.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bicharne K Baad Kabhi Mile Agar Zindgi Me Kahin, Dekh Kar Nazar Yun Na Jhuka Lena, Dekha Hai Aap Ko Kahin Shayad..! Yehi Keh Kar Haath Mila Lena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aansu na hota to aankh itni khubsurat na hoti, Dard na hota to khushiyon ki keemat na hoti, Poori karta khuda yu hi sab murade, To ibadat ki kabhi zarurat na hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • u na rutha karo meri chhoti chhoti si baton par me jan o dil lutata hu teri mithi si yadon par aankhein band karu to khwabo me tum aankh khul jae to khayalo me tum tu hi mere rag rag me daudti hai lahu ki tarah mere sine me teri hi talab wabasta hai junun ki tarah sajde duaon me k bus mangu tujhko ho ishq ki inteha aisi rabta bus tujhse ho or jiyu to sirf tere liye hi jiyu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Karna Koi Gunah Nahi Hota, • • • Pyaar Se Pyara Koi Jazba Nahi hota, • • • Pyaar Ka Rishta Is Liye Chupana Padta Hai, • • • Kyun Ke Sacha Pyaar Logo Se Bardasht Nahi Hota...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aisa Karna… Ke Chand Sey Kuch Matti Lana Us Main Se Do Putley Banana Ek Tumharey Jaisa Ek Merey Jaisa Un Putlon Ko Phir Tum Tor Dena Un Se Phir Tum Do Putley Banana Ek Tumharey Jaisa Ek Merey Jaisa Ta Ke Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jaen Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Dil Ki Sun, Afwahon Se Kaam Na Le, Mujhe Yaad Rakh, Beshak Naam Na Le, Tera Veham Hai Ki Main Bhula Hoon Tujhe, Meri Aisi Koi Saans Nahi, Jo Tera Naam Na Le.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Jane Aap Par Itna Yaken Kyu Hai Aap Ka Khyal Bhi Itna Haseen Kyu Hai, Suna H Pyar Ka Dard Meetha Hota h Phir Aankh Se Nikla Aansu Namkeen Kyu Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • चाहो तो छोड़ दो.. चाहो तो निभा लो, मोहब्बत तो हमारी है पर मर्जी सिर्फ तुम्हारी है..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Muddat Se Jo Khawb Ban Ke Nazar Me Raha, Rooh Ban Ke Wo Mere Badan Me Raha, Fana Ho Kar Chaha Tha Jise Dhadkano Ne Mere.. Kareeb Ho Kar Wo Shakas Anjaan Sa Raha..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Aankhon Mein Aas Ho To Meri Ho, Tere Hothon Pe Pyaas Ho To Meri Ho, Jab Tu Bole To Lab Tere Hi Hile, Magar Unn Hotho Se Aawaz Nikle To Meri Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मुस्कान तेरे होठों से कही जाए न, आंसू तेरी पलकों पे कही आए न, पूरा हो तेरा हर खवाब, और जो पूरा न हो वो खवाब कभी आए न !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Acche Rishte Ke Liye Kise Wade Ya Shart Ke Zarurat Nhi Hoti, Iske Liye Sirf Do Acche Insaano Ke Zarurat Hoti Hai, 1 Mere Tarha Sweet Or 1 Aap Ke Tarha Honey.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zarur taro ki bhi kahani hogi, Chand ki duniya bhi suhani hogi, Yu hi nahi hai aasman itna khoobsurat, Zarur wo bhi kisi ke pyar ki nishani hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zarurat Hi Nai Alfaaz Ki, Pyaar To Cheez Hai Bas Ehsaas Ki, Paas Hote To Manzar Hi Kya Hota, Dur Se Hi Khabar Hai Hume Aapki Har Saans Ki…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS