Tum yaad bahut aaye har shaam ke baad,
Kabhi aagaz se pehle to kabhi anjam ke baad,
Is dubte suraj ki kasam,
Is DiL pe koi naam na likha tumhara Naam ke baad...
Unka Hi Naam Tha Mere Har Afsane
Me, Thi Unki Tasveer Mere Dil Ke
Ashiyane Me, Maangi Thi Khuda Se
Dua Jiske Khusi Ke Liye, Use Khusi
Bhi Milti Thi To Mujhe Rulane Me.!
Koi Dard Hi Na Ho Mujhe Aisa Bana Do,
Mujhe Aap Apne Hi Jaisa Bana Do,
Maayoos Hota Hoon Jab Woh Todte Hai Dil,
1 Patthar Ka Dil Mere Bhi Seene Me Laga Do.
Ho Jaaun Fanah Asi Dua Do.
Mujhe Bhi Bedard Bana Do.
Khamoshi Main Kate Din Mere Na Koi Salha Do.
Mujhe Bhi Bewafai Karni Sikha Do.:(
Fark Hota Hai Khuda Aur Peer Me....
.
Fark Hota Hai Kismat Aur Takdeer Me...
.
Agar chaho Aur Na Mile To Samj Lena
.
Kuch Aacha Likha Hai...
.
Aapki Takdeer Me...
" Alone Boy RAJ"
Teri Nafrat Me Woh Dam Nahi Jo
Meri Chahat Ko Mita De,
Meri Chahat Ka Samandar Teri Soch
Se Bhi Gehra Hai.
Iss Me Teerna Aasaan Nahi....
Iss Ke Sahilo Par Meri Aankho Ka Pehra Hai.
माना के किस्मत पे मेरा कोई ज़ोर नही,
पर ये सच ह के मोहब्बत मेरी कमज़ोर नही,
उस के दिल मे, उसकी यादो मे कोई और है
लेकिन,
मेरी हर साँस में उसके सिवा कोई और
नहीं!!!
Bhulana Chahoge To Yad Hamari Ayegi;
Dil Ki Gehrai Me Tasveer Hamari Bas Jayegi;
Agar Dhundoge Humse Behtar To;
Talash Humse Shuru Hokar Humpe Khatam Hojayege...
Bina bat ke ruth jane ki adat hai hamari,
Apno ko na pane ki adat hai hamari,
Ap khus rahe mera kya mai to ayeena hu,
Toot kar bhikhar jane ki to adat hai hamari.
Kyun Dil Mein Bas Ke Dil Ko Dukhate Ho Tum
Kyun Har Kadam Kadam Pe Aazmaten Ho Tum
Har Pal Rehte Ho Aankhon Mein
Tum Ek Sapno Ki Tarha
Phir Kyun Unhi Aankhon Ko Rulate Ho Tum
Apne dil ki sun;
Afwahon se kaam na le;
Mujhe yaad rakh;
Beshak naam na le;
Tera veham hai ki main bhuli hoon tujhe;
Meri aisi koi saans nahi,
Jo tera naam na le.
Meri Zindagi Teri Muskan,
Mere Dard Tere Aansoon,
Meri Saans Teri Chahat ,
Meri Khamosi Teri Udasi,
Tu Mujhme Kahin Zinda,
Main Tujhme Hoon simat ta,
Meri Aagosh me Tu Baithe,
Teri Aankhein Mera Aayna,
Teri Bahon Me Main Tehru,
Teri Bahein Meri Duniya
Ankho se Ankhe milaya to Sapna ho gaya .
Honton se hansi milaya to Muskaan ban gaya . .
Itni Pagal The Ham teri Pyar me Ki .. jab Dil Se Dil Milaya to Tazmahal Ho Gaya . . .