Saari Duniya Ki Muskan Tere
Paas Hai, Yeh Zamin Aur
Asman Tere Paas Hai, Gam
Na Karna Ki Tujhe Yaad
Nahi Karte, Aye Dost Meri
Toh Jaan Tere Paas Hai....
Must Read...
.
Agar koi Aap ko Achha Lagta Hai..
To Achha Wo Nahi Achhe Aap Ho..
.
Q k Aap Us Mein Achhaai Talash karte Ho..
.
Khubsurat Hona Ehm Nahi..
Ehm Hona khubsurati Hai..
.
Khubsurat Insan Se Mohabbat Nahi Hoti..
.
Bal-ke Jis Se Mohabbat Ho Jaye..
.
Wo khubsurat Lagne Lagta Hai..
Rishte khoon k Nahi Hote..
Rishte Ehsaas k Hote Hain..
Agar Ehsaas Ho To Ajnabi Bhi Apne..
.
Aur Agar Ehsaas Na Ho To Apne Bhi Ajnabi Hote
Hain..
Apne honton se choom lu aankhein teri,
Bechain kardun sab raatein teri,
Lahoo ban kar sama jaoon tere ang ang me,
Ban jaun tera dil, mehsus karu sansein teri.
दुनिया में तेरे इश्क़ का चर्चा ना करेंगे,
मर जायेंगे लेकिन तुझे रुस्वा ना करेंगे,
गुस्ताख़ निगाहों से अगर तुमको गिला है,
हम दूर से भी अब तुम्हें देखा ना करेंगे।
Ishq Ki Baat Karte Karte Kahan
Se Kahan Aa Gaye Ham,
Unki Tasveer Ka Deedar Karte Karte
Kahan Se Kahan Aa Gaye Ham,
Wo To Shayad Hamare The Hi Nahi Kabhi,
Aur Unhi Ki Raah Dekhte
Dekhte Aaj Ye Kahan Aa Gaye Ham!
Jab kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaye, jab kisi ki hassi kisi ki muskaan ban jaye, pyar kehte hai usse jab kisi ki saanse kisi ki jaan ban jaye........
Ankhen khuli rehti thi jinki palke chumne ko,
Lab pyase rehte the jinke honth chumne ko ,
Woh aa bhi jaati hai kayamat ban kar,
Bas fark itna hai hamare nahi kisi aur ke saath ghum ne ko.
Hum har khawab teri palkon par saja ke rahenge,
Hum tere is dil ko bedhrak dhadka ke rahenge,
Is dil mein basa kar teri pyari se surat,
Ye nind teri aankho se hum udha ker rahenge.
Aapki Yaad hi Meri Jaan hai,
Shayad Iss Haqeeqat se Aap Anjaan hai,
Mujhe Khud nahi Pata ki Mai Kaun hu,
Aapka Pyaar hi Meri Pehchan hai..
By - Silent love.
Zndgi Guzar Jaye Par Pyar Kam Na Ho
Yaad Hume Rakhna Chahe Pas Hum Na
Ho
Qayamat Tak Chalta Rahe Ye Pyar Ka Safar
Hamara
Dua Karo Kabhi Hamara Ye Rishta Khatam
Na Ho..!
Humne To Apna Raaz Bhi Chupa Ke Dekh
Liya Hai khud Ko Tumse Dur Karke
Bhi Dekh Liya Hai Tum To Meri Hokar
Bhi Meri Na Ho Saki, Tum To Kya
Zindgi Ko Bhi Humne Azma Ke Dekh Liya Dekh Hai.