• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • बरसात आये तो ज़मीन गीली न हो, धूप आये तो सरसों पीली न हो, ए दोस्त तूने यह कैसे सोच लिया कि, तेरी याद आये और पलकें गीली न हों।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bahut Muddat Se aisa hai… K tum Khamosh Rehte ho Koi Ghra hai Ghum shayad… Jisay chup chap sehtay ho, Yunhi chaltey huay tanha…… Koi ghamgeen sa naghma, Tum aksar gungunatay ho… Doran-e-guftagoo yunhi, Milen nazron se jb nazren… To baten bhool jatey ho, Kisi gum sum si halat me.. Ya pihr barish k mausam me, Fakat itna hi kehtay ho… Udasi be-waja si hai, Bohat bojhal tabiyat hai… Bhala sach q nhi kehtey…. Tumhai kisi se mohabat hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi khamosh baithogi kabhi kuch gungunaogi main utana yaad aaunga mujhe jitana bhulaogi koi jab puch baithega khamoshi ka sabab tum se bahut samajhana chahogi magar samajha na paogi kabhi duniya muqammal ban ke aayengi nigahon mein kabhi meri kabhi duniya ke har ek rain bitaogi kaheen par bhi rahen hum to muhabbat phir muhabbat hai tumhen hum yaad aayenge hamen tum yaad aaogi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Nasha Teri Baat Ka Hai Kuch Nasha Dhimi Barsaat Ka Hai Hum To Kabse Nashe Me Dub Jaane Ko Taiyaar Hai Intezar To Sirf Aapki Mulakat Ka Hai......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Sham Se Tera Intzaar Kiya Krte Hai, Har Khwab Me Tera Didaar Kiya Krte Hai, Diwane He To Hai Hum Tere, Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Krte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nafrat Kabhi Na Karna Hum Se, Ye hum Kabi na Seh Payein Gey, Ek bar keh Dena humse k Zarorat Nahi Ab Tumhari Hum Tumhari Duniya se Hans kChalay Jaein Gey!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har khusi ke pahalu hatho se chhot gaye, Ab to khud ke saaye bhi rooth gaye... Halat hai aisi zindgi mein humari ki, Pyaar rahon mein hum bilkul toot gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna Bhi Chaaho Na Bhool Paoge Hume.. Jitna Dur Jao Nazdeek Paoge Hume.. Mita Sakte Ho To Mita Do Yaaden Meri.. Magar Kya Apne Aapse Juda Kar Paoge Hume..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo Zindgi Me Visvaas Bankar Aate Hai, Sapne Bankar Aankho Me Sama Jate Hai, Pahle Kahte Hai Hum Tumhare Hai, Phir Kyu Zindgi Me Tanha Chood Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sukhe Patte Gira Raha Hai Koi Bewajah Hume Sata Raha Hai Koi Kya Kya Na Lutaya Humne Pyar Me Firbi Ilzaam Pe Ilzaam Laga Raha Hai Koi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • हमने ये शाम चराग़ों से सजा रक्खी है;​​ आपके इंतजार में पलके बिछा रखी हैं; हवा टकरा रही है शमा से बार-बार;​​ और हमने शर्त इन हवाओं से लगा रक्खी है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi ,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Main Chahta Hi Na Tha Use Lajawab Karna, Warna Jawab Mere Paas Uske Har Sawal Ka Tha, Uski Jeet Se Hoti Thi Khushi Mujhko, Yahi Jawab Mere Paas Apni Haar Ka Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Log Pyaar Karte Hai Nibhane Ke Liye, Kuch Log Pyar Karte Hai Bhul Jaane Ke Liye, Jo Karo Tum Pyaar Karo To Aisa Karo Ki, Dono Tadpe Ek Dusre Ke Paas Aane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya Durr itne ho gye ki pas bulaya na gya Dil to dil tha samundar ka sahil nahin Likh diya naam to fir mitaya naa gaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ijzaat Hai Tumhain Chhor Kar Janey ki Mujhe Janaa! Jatey Lamhe Khuda K Liye Rukh Se Naqaab Na Hatana. Sono Tum Ne Kaha Tha, Main Zindagi Hon Tumhari. Chalo Ab bata Do Tum Zinda Kaise Ho. Kabhi Yaad Aye To Ek Baar Kehna. Kabhi Aansu Ban K Ankhon Se Na Behna. Dost Na Sahi To Ajnabi hi Rehna. Per KABHI ALVIDA NA KEHNA.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khwab Sach Ho To Manzil Bhi Mil Jati Hai, Yaad Bhi Aksr Tasvir Me Dhal Jati Hai, Kuch Maango Agr To Sacche DiL Se Maango, KyuKi Ek Dua Se Aksr Taqdir Badal Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya karein jab unhone hi khamosh kar diya. Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hain, Par kya karein jab hamare call karne se who bhadkte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Veeraan Hai Mehfil Meri Jab Se Tum Gaye Ho Bujh Gayi Hai Saari Roshni Jab Se Tum Gaye Ho Andheron Ke Saaye Mein Hai Rooh Meri Roshni Ne Chhora Daaman Jab Se Tum Gaye Ho...iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS