Waqt Guzarta Raha Par Sansey
Thammi Thi, Muskura Rahe The
Hum Par Ankhon Mein Nami Thi,
Saath Hamaare Yeh Jahaan
Tha Sara, Par Na
Jaane Kyun Tumhari Kami Thi!!
इश्क़ की किताब के कुछ पन्ने मेरे भी नाम कर देना,
इश्क़ के कुछ अल्फ़ाज़ मेरे भी नाम कर देना,
मेरी खामोश मुहब्बत की ही तरह सही,
इश्क़ के कुछ बेआवाज़ किस्से मेरे भी नाम कर देना।।
Zameen Pe Gire Ansoo Uthaye Nahi
Jate
Sar E Bazar Dukh Dard Uchaale Nahi
Jate
Ankhon Se Door Ja To Rahe Ho Magar
Yaad Rakhna
Jo Bas Jaye Ek Baar Dilme Fir Dilse
Nikale Nahi Jate..!
aaj akela ho gya hu es jahan me.
rula diya hak sabhj insan ne.
merk takeef kitni hai.
khuda ek bar to dekh le meri halat ko.
kya tadpa raha hai ek bar bula le apne jahan me
Jholi faila ke manga tha use khuda se par khuda ne meri fariyaad suna hi nhi,
Jb bhi puchi maine wajah,
To usne kaha q chaha use jo tere liye bana hi nhi.
Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka
Inaamto Aaya, Khali Hi Sahi
Hathon Mein Jaamto Aaya,
Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya
Usne, Yun Hi Sahi Uske
Labon Pe Mera Naam To Aaya!
Pakki yaden kabhi bhulai nahi jati.
Ye dil ki daulat roj lutai nahi jati.
Kis muh se kahte ho ham apko bhul jayen.
Ye pyar ki duniya hai roj basai nahi jati
Bhale Hi Raah Chalton Ka Daaman Tham Le....
Magar Mere Pyar Ko Bhi Tu Pahchan Le....
Kitna Intezaar Kiya Hai Tere Ishq Mein.....
Jara Yeh Dill Ki Betaabi Tu Jaan Le......
Tum mano na mano hum yaad karengge,
Tum samjho na samjho hum aitbar karengge,
Kya kre yeh riste hi kuch ajib hai
Tum aao na aao hum intezaar karengge...I MISS YOU
Muhabbat ik Safar ka Silsila hai… Bhechar k Koun Kis ko Pohchta hai… Jesay Manga tha Maine har Dua may…
woh Bin Mangay kisi ko Mil gaya hai… Jesay har dum dukh Milay ho’n…. Khushi ko woh kahan Pehchanta hai… Jesay Parwa nahi meri Zara bhi … woh Shaks najanay raat bhar kion jagta hai…