Koun Yaha Kise Dil Mein Jagah
Deta Hai, Ped Bhi Sookhe
Patte Ko Gira Deta Hai, Hum
Wakif Hai Is Duniya Ke
Riwajon Se Jab Dil Bhar Jaye
Toh Har Koi Bhula Deta Hai.
Ehsaas Doori Ka Waqt Ke Sath Bhi Hoga,
Gujarte Lamho Me Yaado Ka Khawab Bhi Hoga,
Hum To Na Honge Shayad Zindagi Mein,
Magar Mere Riste Ka Asar Mere Baad Bhi Hoga.
Jab Jab Isharon Se Baat Ki Tune
Mohabbat Ki Bandishe Toot Ti Chali
Gayi
Mat Aa Mere Itne Kareeb Sanam
Kareeb Aane Se Dharkane Bekabu
Hoti Chali Gayi..!
Agar bhigne ka itna hi shaukh hai baarish me,
To dekho in aankho me..
Baarish to har ek ke liye barasti hai,
Lekin yeh aankhe sirf tumhare liye barasti hai....!!
Beti Ka Anokha Bayaan ..!
Dear Papa....
Beti Bankar Ayi Hu Ma Baap Ke Jivan Me,
Basera Hoga Kal Mera Kisi Aur Ke Aangan Me,
Kyu YeReet "Rab" Ne Banai Hogi,
Kehte Hai Aaj Nahi To Kal Tu Parai Hogi,
Dekhe Janam Paal Poskar Jisne Hame Bada Kiya,
Aur Waqt Aya To Unhi Hatho Ne Hame Vida Kia,
Tut Ke Bikhar Jati He Humari Zindagi Wahi,
Par Phir Bhi Us Bandhan Me
Pyar Mile Zaruri To Nahi,
Kyu Rishta Humara Itna Ajib Hota Hai,
Kya BasYahi Betiyo Ka Nasib Hota He?
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Zindgi 1 Railway Station H,
Pyaar 1 Train H
Jo Aati Hai Aur Chali Jati He
Par Dosti Enquiry Counter Hai
Jo Hamesha Kehti Hai… ”MAY I HELP U?”
love u frnd
Zindagi Khoobsurat Hai Isse PyaarKaro,
Har Raat Ki Nayi Subha Ka IntezaarKaro,
Wo Pal Bhi Aayega Jiska IntezaarAapko Hai,
Bas Rab Par Bharosa Aur Waqt ParAitbaar Karo.
Tulsi Das Ji Ne Kha He Ki.
Pyar Kbhi Na Krna Pardesi Se,
Rote-Rote Naina Thak Jayenge.
Pyar Krna Hmesha Padosi Se,
Roj Balcony Se Darsan To Ho Jayenge..:-)
"मोहब्बत से रिहा होना ज़रूरी हो गया है,
मेरा तुझसे जुदा होना ज़रूरी हो गया है,
वफ़ा के तजुर्बे करते हुए तो उम्र गुजरी,
ज़रा सा बेवफा होना ज़रूरी हो गया है."