• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • सोचा ही नही था मैंने ऐसे भी ज़माने होंगे रोना भी पड़ेगा और आंसू भी छिपाने होंगे.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishque Hai To Ishque Ka Izhar Hona Chahiye Aap Ko Bhi Chehre Se Bihamr Hona Chahiye, Apni Yaado Se Kaho Ek Din Ki Chhutti De Mujhe Ishque K Hisse Me Bhi Aetwar Hona Chahiye,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek aarzoo hai puri PARWARDIGAR kare Main der se jaun wo mera intzar kre, Apne hathon se sanwarun zulfein uski Wo shrma kr mohabbat ka iqrar kre, Lag jaye gale mujhse aalm-e-madhoshi mein Or josh-o-janun mein mohabat ka izhar kre, Jab use chor kr jana chahun main Wo roke or thoda rukne ka israr kre, Qasam khuda ki main kisi or ki ho nhi sakti Ye wada-e-wafa wo mujhse bar bar kre Swee2ji ilu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sath Rehte Yuhi Waqt Guzar Jayega, Dur Hone K Baad Kon Kise Yaad Ayega, Jee Lo Ye Pal Jab Hum Sath He, Kal Kya Pata Waqt Kaha Le Jayega..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Agar Kisi Ki Chahat Paane Ke Liye Jee Rahe Ho.. To Apne Dil Ki Baat Use Bata Do.. Qki Zndgi Mauka Kam Or Dhoka Jayada Deti H.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai, Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai, Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me Par, Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai.Miss You
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaun kehta hai ye Dil Pagal hai Pagalpan to bas ek Bahaana hai Ek bar Muskura kar to Dekho lo Ye Pagal Dil Tumhara Deewana hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dhoop ki pehli roshni me aaj tum njr aae Kya tum aaj sch me ho aae Hr roj tumhe spnon me dekha krta hun Kya wajah thi jo tumne li angdaae!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi bhar apka sath na chod payenge Aap samajte h hum apko bhool jayenge, Har koi nahi hota hum jaisa, Ye aap bhi kisi din jaan jayenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • !!!! Kisi ko pyar itna do ki had na rahe !!!! !!!! Magar etbaar bhi itna karna ki shaq na rahe !!!! !!!! Wafa itni karna ki bewafai na rahe !!!! !!!! Aur duwa itni karna k bas judaai na rahe !!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Talab ka pani sukh jata h, Par pani sukhta nahi jhil ka, Mere janeman itna yad rakhna ki her bimare ki dava h, Par dava nahi ghayal dil ka!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh Nadiyan Nahi Thi Mere Aansu The, Jis Par Mere Dost Kashtiyan Chalate Rahe, Manzil Mile Unhain Ye Chahat Thi Meri, Isliya Hum Ansu Pe Ansu Bahatay Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hadse banke log yahaan mila karte H Zakhm dene ke hi saaman diya karte H Roz gir jaati hai deewar tere wadon ki Roz hi hum maut ke saaye mein jiya karte H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sisakti Hui Zndgi Ka Maza Humse Puchiye.. Mohabbat Me Jo Mile Wo Saza Humse Puchiye.. Kyu Ho Udaas Aap Gam Ki Talaash Me.. Gam Ki Har Gali Ka Pata Humse Puchiye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Aankhon Mein Sapna Tera Aaye Bojhal Saanson Mei Khusiyan Le Aaye Aa Jaaye Ashq Jo Tujhe Yaad Karte Huye Saamne Tera Hasta Huya Chehra Dikh Jaaye..ioo
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Deri Hi Saahi Par Duri To Nahi, Intezaar Bhala Par Judaai To Nahi, Milna Bichaadna To Kismat Hai Apni, Akhir Insaan Hain Hum Farishta To Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • How Long Will U B Special To Me?? As Long As The Stars Twinkle In The Sky As Long As Angels Are There Up High Till The Ocean Run Dry & Till The Day I Die..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Faasle milta kar aapas mei pyar rakhna, Dosti ka rishta yun hi barkar rakhna, Malum hai dost bahut hai aapke, Par unke beech apni iss parchayee ka khayal rakhna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaha Sawal Ke Badle Sawal Hota Hai, Wahi Mohabbato’n Ka Zawaal Hota Hai, Kisi Ko Apna Banana Hoonar Sahi Lekin, Kisi Ka Ban Ke Bhi Rehna Kamal Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ik Din Jab Hua Ishq Ka Ahsaas Unhe Wo Hamare Paas Aakar Sare Din Rote Rahe.. Aur Ham Bhi Itne Khudgarz Nikle Yaaro Ki Aankhe Band Karke Sote Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS