• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • तेरा दिल अगर जेल खाना है मुझे उमकैद पाना है तेरे प्यार की पनाहों मे सारी जिन्दगी बिताना है
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumne To Waada Kiya Tha Zindagi Ke Har Shaam Tumhre Saath Guzrege, Magr Ab Tum Badal Gye Ho Ya Tumhre Sehar Me Shaam He Nhi Hote.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Haasi Thami Hai In Aankhon Mein Nami Ki Tarah Mehakti Thi Jo Gulshan Mein Kali Ki Tarah Yun Toh Koi Aata Nahi Iss Viraan Chaman Mein Yeh Kiski Parchai Hai Kuch Meri Hi Tarah Yun Toh Dard Ka Rishta Bahot Gehra Hai Par Yaadein Bhi Ek Kadwa Sach Hai Zindagi Ki Tarah Woh Aaya Aur Chala Gaya Sab Kuch Lekar Lipti Reh Gayi Rooh Badan Par Ajnabi Ki Tarah Kise Dhundti Hai Iss Duniya-e-Dast Mein Tanha Nazar Koi Saathi Ho Mera Bhi Iss Khamoshi Ki Tarah..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Your love to me is like a wonder, Your thoughts make me ponder, Clueless i find myself when i think about you, Best time pass for me is to wonder about you
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mehfil Mein Hansna Mera Mizaz Ban Geya; Tanhai Mein Rona Ek Raaz Ban Geya; Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya; Yahi Mere Jeene Ka Andaaz Ban Gaya! RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • काश फिर वो मिलने कि वजह मिल जाएँ … साथ वो बिताया , वो पल मिल जाये चलो अपनी अपनी आँखें बंद कर लें क्या पता खाव्बों मैं गुजरा हुआ कल मिल जाएँ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar jab Milta nahi toh hota Q h agar Khwabo me wo aaye to Insaan Sota Q hai Jab yehi pyar aankho k samne kisi aur ka ho jaye to Dil itna Rota Q h
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yu aaino se kab tak dil behlaoge, Jab andhera hoga khud ko tnha paoge, Hum jaisa dost rahe agar aapke saath, Kasam se umr bhar tanhai ko taras jaoge
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pakar Tumhe Sapne Sach Lagne Lage Ajnab Se Thay Jo Kabi Aaj Apne Lagne Lage Hota Nahi Yakin Khud Ki Kismat Par Dhadkano Me Bas Kar Wo Ab Hamari Jan Lagne Lage
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi, Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi, Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai, Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Apne Aagaaz Se Aaj Tak Zindagi Teri He Yaad Main Goom Rahi Thi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere intejar mai ye najre jhuki hai.... Tera didar karne ki chah jagi hai.... Na jaanu tera naam, na tera pata.... Na jane kyun is pagal dil mein..... Ek anjaani si becheni jagi hai......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Rote Rote Rahe Gaye, Shaam Ke Tarha Guzar Gaye, Saab Log Mujhe Rulaye Gaye Haar Koi, Subha Ke Tarha Hum Phir Se Na Chamak Paye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbat Ki Baat Mat Karo Mujhe Accha Nahi Lagta.. Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitbar Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Guzar Jayen Jo Din Wo Din Wapas Laut Ke Nahi Aate, Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Mujhe Accha Nahi Lagta, Mujhe Malum Hai Wo Shaks Kitni Bewafa Thi... Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe Accha Nahi Lagta.. Zakham To Bahot Diye Hain Us ne ls Dil-e-Nadaan Ko... Zakham Hum Bhi Dete Magar Badla Lena Mujhe Accha Nahi Lagta
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil karta hai ki tujhe dekthe jaun Teri har ada ko apni dil ke tasveer pe laun Kaash tum chand ki jaise hoti Itni duri se bhi tumko main dekh paun….!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Dil Ki Baazi Thi Na Dil Ka Sauda, Agar De Deti Wo Hme Apna Waqt Thoda, Na Aati Aaj Ye Nobat Aur Na Koi Puchta, Ki Sir Thoda Pani Ya Phir SODA.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum to sirf aapki baat kiya karte hain, har dhadkan pe aapka naam liya karte hain, aap ho hume apni jaan se bhi pyare, tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dhadkan ki awaaz ho tum... Is dil ke jazbaat ho tum... Hamare din aur raat ho tum... Meetha sa ehsaas ho tum... kya kahein hamare liye kitne khaas ho tum… By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Todte Raho Dil Tum Kaanch Ki Tarah.. Hum Toot Kar Bhi Sirf Tumhe Chaahenge.. Kya Hua Gar Tumhe Paa Na Sake.. Tumhe Paane Ki Zid Liye Hi Hum Mar Jayenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS