Soch Kar Uske Baare Mein Muskurate
Hai Hum, Khud Ko Hi Uski Kahani
Sunaate Hai Hum, Jab Bhi Hum
Yaad Karte Hai Usko, Saari Duniya
Ko Us Waqt Bhul Jaate Hai Hum.
Kai chehre lekar log yaha jiya karte hai……
hum to bus ek he chehre se pyar krte h…
na chupaya kro tum apne is chehre ko….
kyonki hum ise he dekh k jiya krte h …!!!
Hamari Mohabbat K Saare Ehsaas Le Lo,
Dilse Pyaar K Saare Jazbaat Le Lo,
Nahi Chhodenge Tufaan Mein Bhi Akele Tumhe,
Is Dost Ki Dosti Ka Chahey Imtehaan Le lo
Majburi Me Jab Koi Aapse Juda Hota Hai,
Jaruri Nahi Ki Wo Bewafa Hota Hai.
Dekar Aapki Pyari Si Aankho Me Aansu,
Chupke Se Wo Kahi Aapse Bhi Zyada Rota Hai..?
hamid
Sath Chhutne Se Rishte Nahi Toota Karte,
Waqt Ki Kasmkash Se Lamhe Nahi Toota Karte,
Log Kahte Mera Sapana Toot Gya,
Tootati To Nind Hai Sapne Nahi Toota Karte.
Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani
Kabhi Hai Gumani Kabhi Hai Girani
Phir Bhi Na Jaane Kyun Jazba-E-Shadmani
Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Mohabbat Yahi Hai Sab Iski Nishani.
Fasana Nahi Hai Hai Dastan Suhani
Haan !Mohaabat Yahi Hai Sab Iski Nishani..iii
Kab Se Teri Intezar Hai Mujhko.
Kya Ye Pata Hai Tujhko,
Kya Yaad Hai Tujhe Woh Lamha Jo Tune Mujhe Pyaar Diya Tha.
Maine Teri Hath Tham Kar Tujhe Baho Main Badhkar Tera Pyaar Liya Tha.
jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the yaad unhe din rat kiya karte the ab un raho se guzra nahi jata janha baith kar unka intezaar kiya karte the........
Layega rang zabt-e-fugan dekhte raho
phutegi har kali mein zuban dekhte raho
barpa sar-e-hayat hai ik hashr-e-dar-o-gir
deta hai kon kis ko aman dekhte raho
dam bhar ko aastan-e-tamanna pe hai hujum
jaye bichad ke kon kahan dekhte raho
milane ko hai khamoshi-e-ahal-e-junun ke dad
uthane ko hai zamin se dhuan dekhte raho...iii
"hum aashiq" har kam me kamal kar de.
jo wada kare wo pura har hal me kar de,
kya jarurat h ladkiya ko lipstik lagane ki,
hum chumte hi hoth lal karde.
Dur ha apse dard kuch kam nhi...
Dur rehkar bhi apko bhulane wale hum nhi...
Rooj mulakat nhi hua to kya hua,,,,
Apki yaad mulakat se kuch kam nhi.... <3