• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Koi pakar to koi khokar juda hota hai. Koi hanskar to koi rokar juda hota hai. Magar juda hone ka dard tab hota hai. Jab koi kisi ka hokar juda hota hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhul jane ka Hosla NA tha Na hoga, Dur Rehkr bhi ye "Dil" tumse juda Na hai Na hoga, Tum-Se Milkar kisi or se kya Milna,,,,,? Koi tumhare jaisa Na tha Na Kabhi hoga...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Yado Ko Pyar Karte Hai, Lakho Janam Un Par Nisar Karte Hai, Agar Mile Kabi Wo To Unse Kehna, Hum Aaj Bhi Unka Intazar Karte Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • घर से बाहर वो नक़ाब मे निकली सारी गली उनकी फिराक मे निकली इनकार करते थे वो हमारी मोहब्बत से ओर हमारी ही तस्वीर उनकी किताब से निकली.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tu Chand Aur Main Sitara Hota.... Aasmaan Mein Ek Aashiana Humara Hota.... Log Tumhe Door Se Dekhte.... Nazdeeq Se Dekhne Ka Haq Baas Humara Hota....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ladki ladko Se Hight Me Choti Q Hoti He, Qki Jab Wo Ladke Se Gale Lge, To Apna Sir Uske Dil Pe Rakh K, Uski Dhadkn Ko SuneOrKhud Ko Bhi Bhul Jaye Jse Aap r mai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ka ashiyan hum nahi sajate, Bagon me phool hum nahin khilate, Humari ek pasand se toot jayenge hazaron dil, Bas Is liye hum girlfriend nahin banate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jindegi ko kisne dekha, Jindegi ko kisne dekha. Mujhe to yeh bhi pata na tha, ki jisko maine dekha Usko khuda ne dekh liya aur Mujhse dur kar diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Milne hain tujhse aayi fir jane kyon tanhai , Kis mor par layi aashique , Khud se hai ya khuda se es pal meri ladai , Kis mor par hai laayi aashique …!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sochta Hu Agar Dil Mai Kisi Ka Dukhaunga, To Me Bhi Ek Din Isi Aag Me Jal Jaunga, Magar Meri Zindgi Me Kar Diya Usne Andhera, Toot Ta Nahi Kaanch Bhi Itni Jaldi, Jitni Jaldi Usne Tod Diya Vishwas Mera.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aapki Iss Dillagi Mein Ham Apna Dil Kho Baithe, Kal Tak Uss Khuda Ke The Jo Aaj Apke Ho Baithe, Suna To Tha Pyaar Deewana Kar Deta Hai, Karke Jo Dekha Khud To Ham Bhi Hosh Kho Baithe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ghar Se Wo Nakab Me Nikali. Sari Gali Uski Firak Me Nikali. Wo Inkar Krte The Hamari Mohabat Se. Hmari Taswir Unki Kitab Se Nikali.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dhadkane baadh jati hai jo to karib aati hai khushbu teri sanso ki muze madhosh kar jati hai aa simat in bahome ab duri ye sahi nahi jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chahe Jane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti, Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti.. Koi Ek Hota Hai Jo Sama Jata Hai Dilme, Har Kisi Se Ye Mohabbat Nahi Hoti!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho, Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho, Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta, Aap Ki Bhi Hamari Thi Or Aaj Bhi Hamari Ho.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS