• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Bichadte Hue Yad De Jayenge; Khud Rone Se Pehle Har Khushi De Jayenge; Tumhe Gila Hai Hum Baat Nahi Karte Tumse; Wada Raha Saans Rukne Se Pehle Har Baat Keh Jayenge...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri….. Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat Pucho Uski Taswir Me Kya Tha, Uski Aankho Me Humara Sansar Basa Tha, Aaj Un Ankho Me Nafrat Hai Mere Liye, Jisme Kabhi Milne Ka Sapna Saja Tha.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar jab tumse milti hain, Mein khud ko bhool jata hu. Bus ik dharkan dharakti hai Mein khud ko bhool jata hu. Tumhe milne se pehle mein Bohat sajta sanwarta hoon. Magar jab tum sanwarti ho Main khud ko bhool jata hu.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Takdir Se Tab Hame Hissa Milta Hai, Pyar Bhara Koi Jab Rishta Milta Hai, Rosan Ho Jati Hai Sari Zindgi Jab Rishto Me Aap Jaisa Farishta Milta Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ke Paigam Ko Zara Pyar Se Padha Kijiye, Kisi Ki Chahat Ka Ehsaas Kiya Kijiye, Koi Dil Se Yaad Karta Hai Aapko, Kam Se Kam Hichkiyan To Liya Kijiye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi.ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sapne The Aur Sapno Ke Bas Aap Hi Sahil Hue, Na Jane Kaise Hum Aapki Dosti Ke Kaabil Hue, Karazdaar Rahenge Hum Uss Haseen Pal Ke, Jab Aap Hamari Zindagi Mein Shamil Hue.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Hassi Ke Aage Mere Ansoo Kuch Nahi, Teri Khusi Ke Aage Mera Gam Kuch Nahi, Tu Jaha Bhi Rahe Khush Rahe My Dear.. Teri Zndgi Ke Aage Meri Maut Kuch Nahi..
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Samajh Bhul Gaya Hu Tujhe Teri Khushbu Mere Sanson Mein Aaj Bhi Hai Majburion Ne Nibhane Na Di Mohabbat Sachai Meri Wafaon Mein Dekh Lo Aaj Bhi Hai..iii
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna Dur Nikal Gye Riste NibhateNibate, Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • What is HUG? Its when u love the soul of sum one much & u can not describe your feeling by any communication & want 2 give a loving touch to one whom u LOVE
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बहुत खूबसूरत है आखै तुम्हारी इन्हें बना दो किस्मत हमारी हमें नहीं चाहिये ज़माने की खुशियाँ अगर मिल जाये मोहब्बत तुम्हारी Swee2
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unse Milne Ko Jo Socho Ab Wo Zamana Nahi, Ghar Bhi Kaise Jaun Ab To Koi Bahana Nahi, Mujhe Yaad Rakhna Kahi Tum Bhula Na Dena, Mana Ke Barson Se Teri Gali Me Aana jana Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kab unki palko se izhar hoga, dil ke kisi kone me hamare liye bhi pyaar hoga, gujar rahi hai raate unki yaado me kabhi to unko hamara intezar hoga.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho mein aansuo ko ubhar ne na diya, Mitti ke motiyon ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadmo ke nishan, Us raah se kisi ko guzar ne na diya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge Chah Kar Bhi Aapko Bhula Na Sakenge Aap Hi Hain Mere Laabon Ki Hansi Aapse Bichadre To Fir Kabhi Muskura Na Sakenge..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS