• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Na Paas Jaane Deta Hai Na Door Us Se Hone Deta Hai, Na Dil Se Mere Noor Uskakhone Hi Deta Hai. Na Jaane Kesi Likhi Hai Kismat Khuda Ne Meri, Na Dil Se Muskurane Deta Hai Na Khul Kar Mujhe Rone Hi Deta Hai. <3 RAJ
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • haste hai log mujpe ,woh dard kya jane bewafai ka.. Ak pal jine se dar lgta hai,aur dard deta hai ye pal uske judai ka.. Agar sambhal gya dil to kisi ko itna na chahnge ,ki chahna sza ban jay meri dil lgaie ka.. Aawara!!vaibhav singh!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi.. Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhi.. Samajh mai aaye to humein bhi batana k.. Kyun kerti hain yaadein preshaan kabhi kabhi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhulana Chaho To Bhi Yaad Hamari Aayegi, Dil Ki Gehrai Mein Hamari Tasvir Bas Jayegi, Dhundne Chale Ho Hum Se Behtar To Yaad Rakhna Talash Hum Se Shuru Ho Kar Hum Pe Hi Khatam Ho Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaha Jau Teri Yaadon Se Dur Mai Jaha Bhi Jau Tera Chehra Nazar Aata Hai Palken To Band Ho Jati Hai Raaton Ko Khwabon Me Bhi Tera Hi Chehra Nazar Aata Hai Beshaq Tu Mujhse Bahut Dur Hai Sanam Mere Ehsas Aur Khayalon Me Tu Ru-Ba-Ru Nazar Aata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mushkil is dunia me kuch bhi nahi, phir bhi log apne irade tod dete hai, agar sacche dil se mango kuch, to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai…. Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ये खुदा सलामत रखना उनको जो हमसे नफरत करते है। Pyaar न सही नफरत ही सही,कुछ तो है जो वो हमसे करते है। Barsha my love
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi ,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Sapno Mein Ek Pyara Sa Dost Aata Hai, Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai, Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye, Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Kisika Dil Mein Arman Nahi Hota, Har Koi Dil Ka Mehman Nahi Hota, Par Jo Ek Bar Dil Me Bas Jaye, Use Bhula Kar Jina Aasan Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tulsi Das Ji Ne Kha He Ki. Pyar Kbhi Na Krna Pardesi Se, Rote-Rote Naina Thak Jayenge. Pyar Krna Hmesha Padosi Se, Roj Balcony Se Darsan To Ho Jayenge..:-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Masoom Mohabbat Ki Ghawahi Na Maang,, Meri Palkon Pe Sitaron Ne Ibadat Ki Hai,,, Teri Masoom Nighahon Ke Taqaddus Ki Kasam,,, DiL Ne Kya Ruuh Ne Bhi tujhse mohabbat ki hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Rehta Tha Is Dilme Kabi Apno Ki Tarah Aisa Bhula Ki Milta Hai Ab Sapno Ki Tarah Pal Pal Karta Tha Jo Saath Nibhane Ki Baaten Chhod Gaya Humko Purani Rasmo Ki Tarah Ruswa Hue Zamane Me To Ye Jana Tere Wade Bhi Thay Jhoote Teri Kasmo Ki Tarah..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jheel Accha Hai Kanwal Accha Hai Ya Jaam Accha Hai Ye To Bata Sangdil Teri In Ankhon Ke Liye Kaun Sa Naam Accha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • दफ़्न हे कितनी मुझमें,,, मेरी रौनक़ें मत पूछौ... उजड़ उजड़ कर जो बसता रहा, वौ शहर हूँ में ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Us Dil Sai Pyar na karo jo tumhe dard dai. Par us Dil ko kabhi dard na do jo tumse Pyar kare. Kyuki tum Dunia k liye koi ek ho. Par kisi ek k liye sari Dunia ho…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Shayad Zindagi Mein Hum Unko Pehle Se Hi Jaan Lete, Un Kadmo Ki Aahat Ko Pehle Se Hi Jaan Lete, To Shayad Hamare Dil Ka Yeh Haal Na Hota, Aur Zindagi Mein Aaj Us Bewafa Ka Naam Na Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS