Bikhar rahe hain meri zindagi key tmam wark
Na jane kab koi aandhi ura ke le jaye
Main kab tak dosron ke dukh sambhan ka rakhon faraz
Jis jis ke hain nishani bta ke le jaye
बेटी सिर्फ बेटी नही होती,
आने वाले कल की तस्वीर होती है।
बेटी को बोझ ना समझो,
बेटी तो रब की नजीर होती है।
बना देती है न जाने कितने रिश्ते,
बेटी तो रिश्तो की जंजीर होती है।
एक मे पैदा होकर दूजे की हो जाती,
बेटी दो कुलों की तकदीर होती है।
दुःख सहकर भी सुख देती है
बेटी ही खुशियों की जागीर होती है।
अथाह प्यार और समर्पण है जिसमे,
एक बेटी ही बाप का गरूर होती है।।:
Mit Jaye Ye Doori Agar Tum Chaho;
Na Koi Majboori Hogi Agar Tum Chaho;
Hame To Hai Chahnewale Bahut;
Magar Hamari Ye Tamanna Hai K Hame Sirf Tum Chaho...
Mohabbat Karne Walo Ko Deewana
Keh Diya
Pyar Me Jalne Walo Ko Parwana Keh
Diya
Dafna Diya Mohabbat Ko Pattharon
Ke Beech
Aur
Logo Ne Use Mumtaz Ka Ashiyaana
Keh Diya..!
Hamare dil ki harek dharkan tumhe pukaar rahi hai ,
Tumhari yaado me aankho ne ashque baha rahi hai ,
Wafa ke moti en aankho me baras rahe hain ,
Tumhe bataun kaise ye aajkal haal sirf mera hai..!!
Sookun Apne Dil Ka Maine
Kho Diya, Khud Ko Tanhai
Ke Samundar Me Dubo Diya,
Jo Tha Kbhi Mere Muskurane
Ke Wajha, Aaj Uske Kmi Ne
Mere Palko Ko Bihgo Diya!
hand Se Ki Thi Guzarish Humne,
Mare Chand Se Ker Mulakat Kabhi,
Chand Bhi Muskuraker Dhal Gaya,
Kaha Mat Ker Mujhe Sherminda Abhi,
Tera Chand Ko Dekh Ker Phir Na Main Kabhi Chamak Payunga,
Roshni Tere Chand Ki Hai Kuch Alag, Shayad Main Kho Jayunga…
Saza Itni Lambi Na Ho Ki Wo
Saza E Maut Ban Jaye
Pyar Itna Na Karo Kisi Se Ki Wo
Sar Chad Jaye
Doston Dilme Na Basaao Kisi Ko
Itna Ki Wo Dard E Dil Ban Jaye..!
Kuch Log Pyaar Karte Hai Nibhane Ke Liye,
Kuch Log Pyar Karte Hai Bhul Jaane Ke Liye,
Jo Karo Tum Pyaar Karo To Aisa Karo Ki,
Dono Tadpe Ek Dusre Ke Paas Aane Ke Liye.
Kacchi Deewaar Hu Thokar Na Lagana Mujhko,
Apni Najro Mein Basakar Na Girana Mujhko,
Tumko Aankhon Mein Tasveer Ki Tarah Rakhta Hu,
Dil Mein Dhadkan Ki Tarah Tum Bhi Basana Mujhko.