• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Teri Palkon Mein Kabhi Na Aansu Aye, Yahi Duwa Hai Rab Se Meri, Tere Chahre Se Kabhi Muskan Na Jaye, Yahi Duwa Hai Rab Se Meri, Teri Zindagi Me Aye Hum, Yahi Duwa Hai Rab Se Meri.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Awaaz Ko Izhaar Kehte Hai, Jhuki Nigah Ko Ikarar Kehte Hai Sirf Paane Ka Naam Ishq Nahi. Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehte Hai..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar ko jab pyar hua to pyar ne pyar se pucha ki pyar kaisa hota hai to pyar ne pyar se kaha jo is sms ko pyar se padh raha hai pyar uske jaisa hota hai ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ho Sake Toh Hamari Yaad Saath Rakhna, Dosti Ka Itna To Ehsaas Rakhna, Apki Duao Se Milegi Khushiya Mujhe, Ye Soch Ke Har Dua Me Mujhe Yaad Rakna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tha Pyar Me Safar Ke KahanNakshe Milte Hai, Bas Chalte Raho To Raste Milte Hai, Aapki Ek Muskan Ne Chain Chura Liya, Ab Aankho Ko Roz Naye Sapne Milte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Na Hote To Apko Ghazal Kaun Kehta; Apke Chehre Ko Gulab Kaun Kehta; Ye To Karishma Hai Hum Pyar Karne Walo Ka; Warna Patharo Ko Taj Mahal Kaun Keht!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Galiyo Me Jindgi Laut Aayengi Bikhri Hui Khusi Fir Savar Jayegi Ham Dua Aisi Karenge Aapke Liye.. Ki Taqdir B Aapke Samne Sar Jukayegi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar ko nazar ki khabar na lage, Koi accha bhi is kadar na lage, Aapko dekha hai bas us nazar se, Jis nazar se aapko nazar na lage!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain, Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain. Rota to asman bhi hain apne Bichde pyaar ke liye, Par log use barsat samajh lete hain… By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बादलों से कह दो अब इतना भी ना बरसे…. अगर मुझे उनकी याद आ गई, तो मुकाबला बराबरी का होगा….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • kayamat tak aapko yad karenge apki har bat par aetbar karenge agar hamari akhri sans k waqt aap khafa ho humse kasam se aapko manane ke bad sans chodenge. your ........
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Takdeer Ke Aage Kisi Ki Nahi Chalti Jiski Chahat Ho Bas Wahi Nahi Milti Pyaar To Har Kisi Ko Kahin NaKahin Zaroor Hota Hai Par Jispe Dil Aa Jaye Usi Ki Mohabbat Nahi Milti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Jane Ke Baad Na Koi Khwahish Rahi Jine Ki__!! AEY #JAANEMAN______________;;-((____________!! Kyonki Meri Jindgi To Sirf Tumse Thhii_____;;;-))
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Tamana Thi So Wo Bhi Khak Ho Kar Reh Gayi, Har Kadam Par Dhokha Apne Pyar Ka Us Ne Diya, Raat Bhar Aate Rahe Hain Aandhiyun Ke Kafle Hadson Ko Bhi Mere Ghar Ka Pata Us Ne Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Paas Hokar Bhi Duriya Mehsus Kar Raha Hu Me To Seh Lunga Dard-e-zakhm Par Teri Fikar Kar Raha Hu Tum Mere Itne Kareeb Aa Gai Ho Ki Kaise Batau.. Tumhari Khamoshiyo Se Me Pal Pal Mar Raha Hu...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kya Kahu Tumhe? Khwab Kahu To Bikhar Jaoge! Dil Kahu To Tut Jaoge! Lo, Tumhara Naam Zindigi Rakh Deta Hu… To Maut Se Pehle Hamara Saath Na Chor Paoge…!…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS