• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • kabhi yon bhi aa meri ankh main kay meri nazar ko khabar na ho .. me t?ujey aik rat nawaz day phir us kay bad saher na hoo... to bara hi raheem-o-k ?areem hay mujhay ye sifat bhi aata karay.. tujhay bholnay ki dua karoon to meri dua mai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad aati hai to zara kho jaate hai , AAnshu aankhon main utar aaye to zara ro lete hai ,, Neend to nahi aati aankhon main lekin , Wo khawabon main aayenge yahi soch kar so lete hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Arz kia hai, Gaur farmaiye :::: Hasino ko apna dil na dena,Dil ke jazbat ye kya janegi Kandhe ka Dupatta to sambhalta nahi,Hamara DIL kya GHANTA Sambhalegi....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhe Dil Main Basaye Rakhta Hoon Aur Duniya Ko Bhoolaye Rakhta Hoon Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye Iss Liye Nazarein Jukaye Rakhta Hoon…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain…. Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain… Dil tho dene se ghabraathe hain… Magar ahista ahista aapke dil ki kadar karne lage hain….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • I Love U So Much My Heart Is Sure; As Time Goes On I Love U More; Ur Happy Smile...Ur Loving Face; No One Will Ever Take Ur Place!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Koi Samajh Na Paaye Wo Baat Hu Mai.. Jo Dhal Ke Nayi Subah Laye Wo Raat Hu Mai.. Chale Jaate Hain Log Is Dilse Rishta Banakar.. Jo Kabi Chhod Ke Na Jaaye Wo Saath Hu Mai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi per kabhi yetbaar na karna muft main pyar mile to ekrar na karna sab yahan wafa ki qaatil hain inse wafa ki Umeed na karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi pakar to koi khokar juda hota hai. Koi hanskar to koi rokar juda hota hai. Magar juda hone ka dard tab hota hai. Jab koi kisi ka hokar juda hota hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajeeb si kashish hai aap me Ki hum aap k khayalon me khoye rehte hai Ye soch kar k aap khawabo me aao ge Hum din me bhi soya karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hansi hoton se gayi hansa sakta hai kon, Need ankhon se gayi sula sakta hai kon. Jab ag lagjati hai gharon mai to log pani se bhuja lete hain, Lekin dil ki lagi aag bhujha sakta hai kon.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazre Jhuki To Paimane Bane; Dil Toote To Maikhane Bane; Kuch To Zarur Khas Hai Ap Me; Varna Hum Yuhi Nahi Apke Deewane Bane!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Nafrat Me Wo Dam Nahi,, Jo Meri Chaahat Ko Mita De,, ,, A SANAM,, Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi,, Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal RoKe Bhula De,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • 7 Asma Ki Sair Hm Kr Aaye Sare Sitaron Se Dosti Hm Kr Aye 1 Sitara Tha Usme Khas Jise Apne Sath Le Aye vrna Ap Hi Bataiye Ap Is Zami Pr Kaise Aye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Boy Friend Jaisa Bhi Ho Awara, Pagal, Deewana, Luchha, Lafanga, Kamina, . . . . Lekin, Jab Uska Message Aata Hai To . . . . Chehre Pe Ajeeb Si Smile Aati Hai. . . Aur Ladki Ko Ehsaas Hota Hai Ke . . . . . "Tedha Hai Par Mera Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Samne Na Ho Toh Tarasti Hai Ye Aankhein, Yaad Mein Teri Barasti Hai Ye Aankhein, Mere Liye Na Sahi Inke Liye Hi Aa Jaaya Karo, Tumse Bepanah Mohabbat Karti Hai Ye Aankhein.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kashish Honi Chahiye Kisi Ko Yad Karne Ki, Lamhe To Apne Aap Mil Jate Hain, Waqt Hona Chahiye Kisi Ke Saath Gujarane Ke Liye, Bahane To Apne Aap Mil Jate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS