• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Bin tare dil ko samjhaun kaise, Aana chahoon tere pass to aaun kaise, Meri har saans amanat hai teri yaadon ki, Toot kar is se jyada tujhe chahoon kaise...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna swee2 Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tamasha Na Ban Jaaye Meri Mohabbat Kahin, Iss Liye Apne Dard Ko Izhaar Nahi Karta. Joh Kuch Mila Hai Usse Mein Khush Hoon, Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karta. Par Kuch Toh Baat Hai Teri Fitrat Mein Zalim, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karta !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • गुजर गया वो वक्त जब तेरी हसरत थी मुझको, अब तु खुदा भी बन जाए तो भी तेरा सजदा ना करु मैँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Khuda Ne Phir Pucha, Tera Hasta Chehra Udas Q He, Teri Ankho Me Pyas Q He Jinke Pass Tere Liye Waqt Nhi He, Wahi Tere Liye Khas Q HE.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dhoka diya tha jab tum ne mujhe, Dil se main naraaz tha, Phir socha ki dil se tumhe nikal dun, Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ♥ Pyar Dariya He Jiska Sahil Nhi Hota ♥ ♥ Har Dil Mohbat K Qabil Nhi Hota ♥ ♥ Rota Wo B He Jo Duba He Pyar Me ♥ OR ♥ Rota Wo B He Jise Pyar Hasil Nhi Hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate, . . Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, . . Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, .Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kashish Honi Chahiye Kisi Ko Yad Karne Ki, Lamhe To Apne Aap Mil Jate Hain, Waqt Hona Chahiye Kisi Ke Saath Gujarane Ke Liye, Bahane To Apne Aap Mil Jate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaasa Hai Dil Unki Mohabbat Ke Liye.. Chhoda Hai Jaha Ko Unki Mohabbat Ke Liye.. Log Soote Hain Sukoon Se Raat Me.. Humne Khoya Hai Sukoon Unki Mohabbat Ke Liye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon Mein Ajeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon Mein Socha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko HumLekin Eik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab Pyar Karna Seekh Liya Jab Pyar Karna Seekh Liya To Pyar Nibhana Bhi Seekh Liya Jab Aaye Us Ki Yaad To Palkoun Ko Jhukana Bhi Seekh Liya Koyi Dekh Na Le Ye Aansoo Mere Har Gham Mein Muskurana Bhi Seekh Liya
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ham Ne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehkti Khusbo Hath Se Cho Kar Isay Rishton Ka Ilzam Na Do Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do Pyar Koi Bol Nahi, Pyar Awaz Nahi Ik Khusbu Hai Ke Sansoon Main Rachi Rehti Hai Na Ye Rukti Hai Na Jalti Hai Na Thehrti Hai Khain Noor Ki Bond Hai Sadiyon Se Baha Karti Hai Sirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तेरा दिल अगर जेल खाना है मुझे उमकैद पाना है तेरे प्यार की पनाहों मे सारी जिन्दगी बिताना है
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Unke Liye He Machalta Hai, Thokar Khata Hai Or Sambhalta Hai, Kisi Ne Is Kadar Kar Liya Dil Par Kabja Dil Mera Hai Per Unke Liye Dhadkta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere labon se hai rangat phoolon mein, Teri aankhon se hai chamak sitaaron mein, Tu jo muskuraake dekhle aasmaan ko, Chaand bhi sharmaake jhuk jaaye tere kadmon mein, Kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aankhe To Pyar Mein Dill Ki Juban Hoti Hai, Chahat To Sada Bejuban Hoti Hai, Pyar Mein Dard Bhi Mile To Kya Ghabrana, Suna Hai Dard Se Chahat Or Jawan Hoti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nikalte Hai Ansu Jab Mulaqat Nahi Hoti; Tut Jata Hai Dil Jab Tumse Bat Nahi Hoti; Tum Mano Ya Na Mano; Tum Na Yad Ao Aisi Koi Yad Nahi Hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum To Ye Soch Kar Hi Khush Reh Lenge; Kabhi Tumne Humse Dosti To Ki Thi; Mohabbat Nahi To Kya Hua; Mohabbat Bhari Chand Baten To Ki Thi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS