Hum har khawab teri palkon par saja ke rahenge,
Hum tere is dil ko bedhrak dhadka ke rahenge,
Is dil mein basa kar teri pyari se surat,
Ye nind teri aankho se hum udha ker rahenge.
Fareb thi hasi hum aashiqui samajh baithe,
maut ko hi apni zindagi samajh baithe
waqt ka mazak tha ya badnasibi meri,
unki do baanton ko chahat samajh baithe...
Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai,
Zindagi Mein Ghamo Ka Hona Bhi Zindagi Hai,
Yuh Toh Rehte Hai Hamare Hontho Par Muskurahat,
Par Chupke Se Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai.
Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon??
Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo?
Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko
Magar Qismat me wo lamha na laaye to main Kya karoo???
tumhare saath gujari har baat likh sakta hu mai. Chahu to puri raat likh sakta hu mai. Mohabbat k kahi naam tak na aayegi. Gum ki aisi kitab likh sakta hu mai.
Kah rahi hai hashr mein wo aankh sharmai hui
haye kaise is bhari mahafil mein ruswai hui
aaine mein har ada ko dekh kar kahate hain wo
aj dekha chahiye kis kis ke hai aayi hui
kah to ae gulchin asiran-e-qafas ke vaste
tod lun do char kaliyan main bhi murjhai hui
main to raz-e-dil chupaun par chipa rahane bhi de
jan ke dushman ye zalim aankh lalchai hui....iiiii
Aye Dil Kahi Le Chal Tera Bada
Karam Hoga, Na Hum Honge Na
Koi Gam Hoga, Unko Taqleef Hoti
Hai Meri Mohabbat Se Hum Hi Na
Honge To Unka Gam Kuch Kam Hoga..!
Pyar Me Bewafai Mile To Gam Na Karna..
Apni Ankhe Kisi Ke Liye Nam Na Karna..
Wo Chahe Lakh Nafrat Kare Tumse..
Par
Tum Apna Pyar Uske Liye Kam Na Karna..!
आज परत एकदा चुकलो
अन परत एकदा तिने
मला माफ केल...
.
का मी एवड्या चुका करत
राहतो अन
का ती मला नेहमी माफ
करते ?
.
का जर मी नाही जेवलो तर
ती पण जेवत नाही ?
का मी रुसलो तर ती पण
हसत नाही ?
.
का मी स्वतावर ताबा ठेऊ
शकत नाही ?
का मी काहीच सहन करू
शकत नाही ?
.
का नेहमी ती मला सावरते ?
का नेहमी ती मला सहन
करून घेते ?
.
कसला हा नाद खुला कसलं
हे वेड ?
का परत परत दुखवतो मी
तिला ?
.
खरच का मी एवडा वाईट
आहे ?
अन म्हणूनच आजही मी
एकटाच आहे ?
Chahte Hai Jo Hadd Se Jyada Kisi Ko,
Wohi Sabse Jyada Takrar Karte Hai,
Karo Na Fikar Agar Wo Naraz Ho Jaye,
Kyu Ki Naraz Hote He Wohi
Jo Sachcha Pyar Karte Hai.